Album: Aaja Sanam Madhur Chandni Men
Music: Lata Mangeshkar, Manna Dey, Shankar-Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Label: Saregama
Released: 1956-01-01
Duration: 04:26
Downloads: 365438
Aaja, Sanam, Madhur Chaandanee Mein Hum-tum Milen To Viraane
Mein Bhee Aa Jaaegee Bahaar Jhuumane Lagegaa Aasamaan, Jhuumane
Lagegaa Aasamaan Kehtha Hai Dil Aur Machalata Hai
Dil More Saajan, Le Chal Muje Thaaron Ke Paar
Lagtaa Nahin Hai Dil Yahaan, Lagtaa Nahin Hai Dil
Yahaan Bheegee-bheegee Raat Mein Dil Ka Daaman Thaam
Le Khoi-khoi Zindagi Har Dam Tera Naam Le
Chaand Kee Bahaki Nazar Kah Rahee Hai, 'pyaar Kar
Zindagi Hai Ek Safar, Kaun Jaane Kal Kidhar' Chaand
Kee Bahaki Nazar Kah Rahee Hai, 'pyaar Kar Zindagi
Hai Ek Safar, Kaun Jaane Kal Kidhar' Aaja,
Sanam, Madhur Chaandanee Mein Hum-tum Milen To Viraane Mein
Bhee Aa Jaaegee Bahaar Jhuumane Lagegaa Aasamaan, Jhuumane Lagegaa
Aasamaan Kehtha Hai Dil Aur Machalata Hai Dil
More Saajan, Le Chal Muje Thaaron Ke Paar Lagtaa
Nahin Hai Dil Yahaan, Lagtaa Nahin Hai Dil Yahaan
Dil Ye Chaahe, Aaj To Baadal Ban Ud
Jaaoon Main Dulhan Jesaa Aasamaan Dharti Par Le Aaoon
Main Chaand Ka Dola Saje, Dhooma Thaaron Mein
Mache Jhoom Ke Duniyaa Kahe, 'pyaar Mein Do Dil
Milee' Chaand Ka Dola Saje, Dhooma Thaaron Mein Mache
Jhoom Ke Duniyaa Kahe, 'pyaar Mein Do Dil Milee'
Aaja, Sanam, Madhur Chaandanee Mein Hum-tum Milen To
Viraane Mein Bhee Aa Jaaegee Bahaar Jhuumane Lagegaa Aasamaan,
Jhuumane Lagegaa Aasamaan Kehtha Hai Dil Aur Machalata
Hai Dil More Saajan, Le Chal Muje Thaaron Ke
Paar Lagtaa Nahin Hai Dil Yahaan, Lagtaa Nahin Hai
Dil Yahaan