Album: Aap Aaye To
Music: Mahendra Kapoor, Ravi
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Label: Saregama
Released: 1963-01-01
Duration: 05:28
Downloads: 30715
Aap Aaye To Khyaal-a/e-dil-a/e-nashaad Aayaa Aap Aaye To Khyaal-a/e-dil-a/e-nashaad
Aayaa Kithne Bhuule Hue Zakhmon Ka Pata Yaad Aayaa
Aap Aaye To Khyaal-a/e-dil-a/e-nashaad Aayaa Aap Aaye... Aap
Ke Lab Pe Kabhi Apana Bhee Naam Aayaa Tha
Shokh Nazaron Se Mohabbat Ka Salaam Aayaa Tha Umr-bhar
Saath Nibhaane Ka Payaam Aayaa Tha Umr-bhar Saath Nibhaane
Ka Payaam Aayaa Tha Aap Ko Dekh Ke
Vo Ahad-a/e-vafaa Yaad Aayaa Kithne Bhuule Hue Zakhmon Ka
Pata Yaad Aayaa Aap Aaye To Khyaal-a/e-dil-a/e-nashaad Aayaa Aap
Aaye... Rooh Mein Jal Ute Bujhati Huee Yaadon
Ke Die Kaise Deewaane The Hum Aap Ko Paane
Ke Liye Yoon To Kuch Kam Nahin Jo Aap
Ne Ehsaan Kiye Yoon To Kuch Kam Nahin Jo
Aap Ne Ehsaan Kiye Par Jo Maange Se
Naa Paayaa, Vo Sila Yaad Aayaa Kithne Bhuule Hue
Zakhmon Ka Pata Yaad Aayaa Aap Aaye To Khyaal-a/e-dil-a/e-nashaad
Aayaa Aap Aaye... Aaj Vo Baath Nahin, Phir
Bhee Koyi Baath Nahin Mere Hisse Mein Ye Halki
See Mulaaqaat To Hai Gair Ka Hoke Bhee Ye
Husn Mere Saath To Hai Gair Ka Hoke Bhee
Ye Husn Mere Saath To Hai Haay, Kis
Vaqt Muje Kab Ka Gilaa Yaad Aayaa Kithne Bhuule
Hue Zakhmon Ka Pata Yaad Aayaa Aap Aaye To
Khyaal-a/e-dil-a/e-nashaad Aayaa Aap Aaye...