Album: Ae Bhai Zara Dekh Ke Chalo
Singer: Manna Dey
Music: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Neeraj Shridhar
Label: Saregama
Released: 1970-01-01
Duration: 06:02
Downloads: 1561678
E Bhai, Zaraa Dekh Ke Chalo Aage Hi Nahin,
Peeche Bhi Daayen Hi Nahin, Baayen Bhi Upar
Hi Nahin Neeche Bhi E Bhai... E Bhai, Zaraa
Dekh Ke Chalo Aage Hi Nahin, Peeche Bhi Daayen
Hi Nahin, Baayen Bhi Upar Hi Nahin Neeche Bhi
E Bhai... Tu Jahaan Aayaa He Wo Tera Ghar
Nahin, Gali Nahin, Gaanv Nahin Kuuchaa Nahin, Basti
Nahin, Rastaa Nahin Duniya He Or Pyaare Duniya
Ye Circus He Or Cirsus Main Bade Ko Bhi,
Chote Ko Bhi, Khare Ko Bhi Khote Ko Bhi,
Duble Bhi, Mote Ko Bhi Neeche Se Upar
Ko, Upar Se Neeche Ko Aana-janaa Padataa He
Or Ring Master Ke Kode Par Kodaa Jo Bhukh
He Kodaa Jo Paisa He Kodaa Jo Qismat He
Tarah-tarah Naach Ke Dikhaanaa Yahan Padataa He Baar-baar Ronaa
Or Gaanaa Yahan Padataa He Hero Se Hero
Se Joker Ban Janaa Padataa He E Bhai... E
Bhai, Zaraa Dekh Ke Chalo Aage Hi Nahin,
Peeche Bhi Daayen Hi Nahin, Baayen Bhi Upar Hi
Nahin Neeche Bhi E Bhai... Girane Se
Darataa He Kyon Marane Se Darataa He Kyon Thokar
Tu Jab Tak Na Khayega Paas Kisi Gam Ko
Na Jab Tak Bulaaegaa Zindagi He Chiz Kya Nahin
Jaan Paayegaa Rota Hua Aayaa He Rota Chalaa Jayega
E Bhai... E Bhai, Zaraa Dekh Ke Chalo Aage
Hi Nahin, Peeche Bhi Daayen Hi Nahin, Baayen Bhi
Upar Hi Nahin Neeche Bhi E Bhai...
E Bhai, Zaraa Dekh Ke Chalo Aage Hi Nahin,
Peeche Bhi Daayen Hi Nahin, Baayen Bhi Upar Hi
Nahin Neeche Bhi E Bhai... Kya He Karishma
Kaisaa Khilwaad He Jaanavar Aadmi Se Zyaada Vafaadaar He
Khaataa He Kodaa Bhi Rahata He Bhookha Bhi Phir
Bhi Wo Maalik Pe Karata Nahin Waar He Or
Insaan Ye Maal Jiskaa Khaataa He Pyaar Jis Se
Paata He Geet Jis Ke Gaata He Uske Hi
Seene Main Bhunkata Kataar He Maal Jiskaa Khaataa He
Pyaar Jis Se Paata He Geet Jis Ke Gaata
He Uske Hi Seene Main Bhunkata Kataar He E
Bhai... E Bhai, Zaraa Dekh Ke Chalo Aage Hi
Nahin, Peeche Bhi Daayen Hi Nahin, Baayen Bhi Upar
Hi Nahin Neeche Bhi E Bhai... Circus Ha
Ha Ha Ha Haan Babu, Ye Circus He Show
Teen Ghante Kaa Pehla Ghanta Bachapan He Doosraa
Javaani He Teesraa Budhapa He Or Uske Baad Maan
Nahin, Baap Nahin Betaa Nahin, Beti Nahin Tu Nahin
Main Nahin Ye Nahin, Wo Nahin Kuch Bhi Kuch
Bhinhin Rahata He Rahata He Jo Kuch Wo Khaali-khaali
Kursiyaan Hai Khaali-khaali Tamboo He Khaali-khaali Gheraa He Bina
Chidiya Kaa Baseraa He Naa Tera He Naa Meraa
He