Album: Ae Hawa Yeh Bata Ae Ghata Yeh Bata
Music: Lata Mangeshkar, Laxmikant - Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Label: Saregama
Released: 1982-03-28
Duration: 05:27
Downloads: 185221
Ae Hawa Ye Bata, Ae Hawa Ye Bata Ae
Ghata Ye Bata, Kya Tujhe Hai Pata Abke Baras
Jo Barasega, Vo Sawan Kaisa Hoga Sawan Jaisa Bhi
Ho Mera Sajan Kaisa Hoga Sawan Jaisa Bhi Ho
Mera Sajan Kaisa Hoga Tab Mai Kisi Se,
Pyar Krungi Tab Mai Kisi Se, Pyar Krungi, Tab
Solha Singar Krungi Mukh Dekhungi Mai Jisme, Vo Darpan
Kaisa Hoga Darpan Jaisa Bhi Ho Mera Hoga Sawan
Jaisa Bhi Ho Mera Sajan Kaisa Hoga Babul
Ke Ghar Ji Na Lage, Ji Na Lage Babul
Ke Ghar Ji Na Lage, Ji Ke Andar Barasa
Jage Babul Ke Ghar Ji Na Lage Jane Anjane
Sajan Ka, Angan Kaisa Hoga Angan Jaisa Bhi Ho
Mera Sajan Kaisa Hoga Sawan Jaisa Bhi Ho Mera
Sajan Kaisa Hoga Khel Ke Mujh Se Aankh
Micholi Khel Ke Mujh Se Aankh Micholi, Le Jayega
Meri Dholi Mere Man Ka Meet Vo, Mera Dushman
Kaisa Hoga Dushman Jaisa Bhi Ho, Mera Sajan Kaisa
Hoga Sawan Jaisa Bhi Ho Mera Sajan Kaisa Hoga
Sawan Jaisa Bhi Ho Mera Sajan Kaisa Hoga