Naee Nahin Hain, Ye Baathen Vahee Phir Is Mode Par Hum Milee Hain Naa Jaane Ab Milenge Hum Kabhi To Ruk Jaao Ek Pal Yahaan Pe Ye Narm Chaadaron Kee Silvetein Tuje Abhee Bulaa Rahee Hain Dil Ko Mere Ye Hai Pata Ki Milon Ka Ye Faaslaa Hai Alag Aasamaan Bhee Hai To Kya? Ye Dil Naa Maane Ye Gadiyon Kee Aisee Daud Sa Tera Bhee Dil Daudta Hai Haan , Jaa Rahe Ho Door Tum To Kya? Main Hee To Dil Ka Musfir To Ek Baar Phir Too Hans Ke Zaraa Dekh Le Meri In Aankhon Mein Main Qaid Kar Loon Har Vo Pal Tera Teri Ye Baathen Jo Hain To Aur Kya Hain Ye Baathen, Bataa? Kyun Ab Dil Bhee Dhaltaa Nahin? Ye Naa Ho To Tum Ude Jaa Rahe Ye Aasamaan Mein Khidakiyon Se Dekh Too Pahaado Ko Yoon Chhote Se Lage Hain Kithne Bade Jo Hon Saamane Door Jo Hain Khade Unhen Bhee Ye Hamaari Zindagi Yoon Titliyon See Choti-choti See Lage Hai Kitni Badee Nahin Jaanate Khaali Ghar Tera Ye Chaabiyon Kee Goonj Aise Tuje Daraa Rahee, Too Darana Nahin Main Hoon Yaheen Par Ab Alag Aasamaan Hai Aur Hai Zameen Bhee Kuch Alag See Par Miloge Jab Kabhi, To Dekhnaa Tabhee Main Kuch Alag Nahin...