Nayee Nahin Hain Ye Batein Vahee Phir Is Morr Par Hum Milay Hain Najaney Ab Milein Gy Hum Kabhi Tou Ruk Jao Aik Pal Yahaan Pe Ye Narm Chadaron Ki Silwatein Tujhey Abhi Bula Rahi Hain Na Jaaun Door Se Yeh Kahen Yeh Sukoon Kaha Pe .. Dil Ko Merey Ye Hai Pata Ke Meelon Ka Ye Faasla Hai Alag Aasmaan Bhi Hai Tou Kya? Ye Dil Na Maaney Ye Gariyon Ki Aesi Dor Sa Tera Bhi Dil Dorta Hai Han Jarahey Ho Dur Tum Tou Kya? Main Hee Tou Dil Ka Musafir To Eik Baar Phir Tu Hans Ke Zara Dekh Le Meri In Aankhon Mein Mein Qaid Kar Loon Har Woh Pal Tera Teri Ye Baatein Jo Hain Tou Aur Kya Hain Ye Baatein Bata? Kyun Ab Dil Bhi Dhalta Nahi Ye Na Hon Tou? OOOOOOOOOOOOOO Tum Ude Ja Rahe Yeh Asmaan Mein Khidkyoon Se Dekh Tu Pahadon Ko Yeh Chote Se Lage Hain Kitney Barey Jo Hon Samney! Dur Jo Hain Kharey Unhein Bhi Ye Hamari Zindagi Yoon Titliyon Si Choti Choti Si Lagi Hai Kitni Bari Nahi Jaantey Hain Khali Ghar Tera Ye Chaabiyon Ki Goonj Aise Tujhey Dara Rahi Tu Darna Nahi Main Hoon Yahin Par Ab Alag Aasmaan Hai Aur Hai Zameen Bhi Kuch Alag Si Par Milogy Jab Kabhi, Tou Dekhna Tabhee Main Kuch Alag Nahi