DJJohal.Com

Ankh Uthi Mohabbat Ne by Nusrat Fateh Ali Khan
download Nusrat Fateh Ali Khan  Ankh Uthi Mohabbat Ne mp3 Single Tracks song

Album: Ankh Uthi Mohabbat Ne

Singer: Nusrat Fateh Ali Khan

Music: Pawan Tiwari

Lyrics: Siyaram Nishad

Label: Oriental Star Agencies Ltd

Released: 1983-01-01

Duration: 19:23

Downloads: 152502

Get This Song Get This Song
song Download in 320 kbps
Share On

Ankh Uthi Mohabbat Ne Song Lyrics

Raat Yun Dil Mein Teri Bhooli Hui Yaad Aayi
Jaise Viraane Mein Chupke Se Bahaar Aa Jaye Jaise
Sahraon Mein Haule Se Chale Baad-ae-naseem Jaise Bimaar Ko
Be-wajaah Quraar Aa Jaaye Aaj Ki Baat Phir
Nahin Hogii Yeh Mulaqaat Phir Nahi Hogii Aise Badal
To Phir Bi Aayenge Aisi Barsaat Phir Nahi Hogi
Ik Nazar Murke Dekhne Wale Kya Yeh Hairat
Phir Nahi Hogi Us K Nazdik Ghum-e-tark E
Wafa Kuch Bhi Nahi Mutmain Aesay Hain Wo Jese
Huwa Kuch Bhi Nahi Ab Tu Hathon Se Lakeeren
Bhi Mitti Jati Hain Us Ko Kho Ker Tu
Mere Pass Raha Kuch B Nhi Kal Bicharna
Tu Phir Ehad-e-wafa Soch K Bandh Abi Aghaz-e-mohabbat He
Gaya Kuch B Nahi Main Tu Is Wastay Chup
Ho K Tamasha Na Bane Tu Smajta He Mujhe
Tujh Se Gila Kuch B Nahi Chaandni Raat
Raad Aati Hai Yeh Mulaqaat Yaad Aati Hai Dekh
Kar Un Ghaneri Zulfon Ko Mast Barsaat Yaad Aati
Hai Aankh Uthi... Lo... Wo... Aankh Uthi... Jis
Taraf Uth Gayi Hain Aanhen Hain Chasm-e-baddur Kiya Nigahen
Hain Aankh Uthi... Lo... Wo... Aankh Uthi... Jidar
Uthai Nazar Qatl-e-aam Tumne Kiya Qazaa Ka Naam Huya
Aur Kaam Tumne Kiya Aankh Uthi... Lo... Wo...
Aankh Uthi... Ankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li
Dil Ka Sauda Huya Chandi Raat Mein Unki Nazron
Ne Kuch Aisa Jaddo Kiya Lutt Gaye Hum To
Pehli Mulaqat Mein Hum Hosh Bhi Apne Bhul
Gaye Imaan Bhi Apna Bhul Gaye Ik Dil Hi
Nahi Us Bas Mein Hum Na Jaane Kiya Kiya
Bhul Gaye Jo Baat Thi Unko Kehne Ki
Wo Baat Hi Kehna Bhul Gaye Gairon Ke Fasane
Yaad Rahe Hum Apna Fasana Bhul Gaye Unki
Nazron Ne Hum Pe Aisa Jaddo Kiya Kya
Kya Nigah Yaar Bata Hasin Ho Gayi Bijli Kabhi
Bani Kabhi Shamshin Ho Gayi Mehfil Mein Baar
Baar Uni Par Nazar Gayi Humne Bachai Lakh Magar
Phir Udar Gayi Unki Nigah Mein Koi Jadoo
Zaroor Jis Par Padi Usi Ke Jigar Mein Utar
Gayi Unki Nazron Ne Hum Pe Aisa Jaddo
Kiya Banke Tasweer-e-ghum Reh Gaye Hain Khoye Khoye
Se Hum Reh Gaye Hain Bant Li Sabne
Aapas Mein Khushiyaan Mere Hisse Mein Ghum Reh Gaye
Hain Ab Na Uthna Sarhaane Se Mere Ab
To Ginti Ke Dum Reh Gaye Hain Aye
Saba Aik Zehmat Zara Kar Unn Ki Zulfon Mai
Hum Reh Gaye Hain Kainat E Jafaa O
Wafaa Mai Aik Tum Aik Hum Reh Gaye Hain
Aik Tum Aik Hum Reh Gaye Hain
(Raag) Aik Tum Aik Hum Reh Gaye Hain
Aaj Saaqi Pila Sheikh Ko Bhi Ek Yeh
Mohtaram Rehe Gaye Hain Nazar Mila Ke Mere
Paas Ja Kar Lut Liya Nazar Hati Thi Ke
Phir Muskura Kar Lut Liya Koi Yeh Lut
Toh Dekho Ke Usne Jab Chaha Mujh Mein Rehe
Kar Mujhmein Sama Kar Lut Liya Na Lut-tay
Hum Magar Un Mast Angriyon Ne Jigar Nazar Bachaatey
Huay Dub Dubaa K Loot Liyaa Unki Nazron
Ne Kuch Aisa Jaadu Kiya Lut Gaye Ham Toh
Peheli Mula Qaat Mein Unki Nazron Ne Hum
Pe Aisa Jaddo Kiya Unki Nazron Ne Kuch Aisa
Jaddo Kiya Lutt Gaye Hum To Pehli Mulaaqaat Mai
Saath Apnaa Wafaa Mai Na Chootay Kabhi Pyaar
Ki Dor Ban Kar Naa Chootay Kabhi Choot
Jaye Zamaana Koi Gham Nahi Haath Teraa Rahey Mere
Haath Mai Ankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li Dil
Ka Sauda Huya Chandi Raat Mein

Related Songs

» Kehna Ghalat Ghalat To Chhupana Sahi Sahi (Nusrat Fateh Ali Khan) » Libaas (Kaka) » Baba Bulleh Shah (Vaneet Khan) » 295 (Sidhu Moose Wala) » Gham Hai Ya Khushi Hai Tu (Nusrat Fateh Ali Khan, Chino) » Mann Bharrya (B Praak) » Je Tu Rab Nu Manauna (Nusrat Fateh Ali Khan) » Ja Mur Ja Aje Vi Ghar Murja (Nusrat Fateh Ali Khan, Chino) » Dilan Di Gall (Satinder Sartaaj) » Lut Gaye (Nusrat Fateh Ali Khan)