Album: Apna Ghar Hai Swarag Se Sunder
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Music: Laxmikant - Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Label: T-Series
Released: 1985-11-18
Duration: 05:41
Downloads: 239451
Apna Ghar Hai Swarg Se Sundar Apna Ghar
Hai Swarg Se Sundar Arey Swarg Me Kaha Se
Aaye Machhar Haye Ye Machhar Swarg Me Kaha
Se Aaye Machhar Arey Machhar Bhi Aashiq Hai
Tum Par Kya Karu, Haye Mai Kya Karu Haye
Mai Kya Karu, Haye Mai Kya Karu Apna Ghar
Hai Swarg Se Sundar Par Kat Raha Hai
Mujhko Bistar Achha Ye Bistar, Kaat Raha Hai Mujhko
Bistar Arey Bistar Bhi Aashiq Hai Tum Par Kya
Karu, Haye Mai Kya Karu Haye Mai Kya Karu,
Haye Mai Kya Karu Apna Ghar Hai Swarg Se
Sundar Shadi Se Pehle Ki Raate Bhul
Gaye Tum Saari Baate Shadi Se Pehle Ki Raate
Bhul Gaye Tum Saari Baate Arey Nayi
Mohabbat Nayi Jawani Arey Nayi Mohabbat, Nayi Jawani
Ho Gayi Ab Har Chij Purani Ho Gayi
Ab Har Chij Purani Yaad Wo Din Aate
Hai Aksar Kya Karu Haye Mai Kya Karu, Haye
Mai Kya Karu Haye Mai Kya Karu, Haye Mai
Kya Karu Apna Ghar Hai Swarg Se Sundar
Pyaar Me Ye Gussa Achha Hai Par
Bich Me Ye Takiya Kyu Rakha Hai Pyaar Me
Ye Gussa Achha Hai Par Bich Me Ye
ATkiya Kyu Rakha Hai Baat Hai Lambi Raat
Hai Thodi Kisne Banayi Thi Ye Jodi Mai
Hu Shisha Tum Ho Pathar Kya Karu Haye Mai
Kya Karu, Haye Mai Kya Karu Haye Mai Kya
Karu, Apna Ghar Hai Swarg Se Sundar
Jo Hota Hai Wo Hone Do Jo Hota
Hai Wo Hone Do Mujhko Thoda Sa Sone Do
Ghar Aate Hi Aa Gayi Nindiya Kahe Lagayi
Maine Bindiya Ghar Aate Hi Aa Gayi Nindiya
Kahe Lagayi Maine Bindiya Baithi Rah Gayi Mai
Sajdaj Kar Kya Karu Haye Mai Kya Karu, Haye
Mai Kya Karu Haye Mai Kya Karu, Apna Ghar
Hai Swarg Se Sundar Swarg Me Kaha Se
Aaye Machhar Ye Machhar Swarg Me Kaha Se
Aaye Machhar Arey Macchar Bhi Aashiq Hai Tum Par
Kya Karu, Haye Mai Kya Karu Haye Mai Kya
Karu, Haye Mai Kya Karu Apna Ghar Hai Swarg
Se Sundar