Kaun Bola Mujhse Na Ho Paayega ? Kaun Bola? Kaun Bola? Apna Time Aayega Uth Ja Apni Raakh Se Tu Udd Ja Ab Talaash Mein Parwaaz Dekh Parwaane Ki Asmaan Bhi Sar Uthayega Aayega, Apna Time Aayega Mere Jaisa Shaana Lala Tujhe Na Mil Paayega Ye Shabdon Ka Jwaala Meri Bediyaan Pighlaayega Jitna Tune Boya Hai Tu Utna Hi Toh Khaayega Aisa Mera Khwaab Hai Jo Dar Ko Bhi Sataayega Zinda Mera Khwab Ab Kaise Tu Dafnaayega Ab Hausle Se Jeene De/ Ab Khauf Nahi Hai Seene Mein Har Raaste Ko Cheerenge Hum Kaamyabi Cheenenge Sab Kuch Mila Paseene Se/ Matlab Bana Ab Jeene Mein Kyun? Kyunki Apna Time Aayega Tu Nanga Hi Toh Aaya Hai Kya Ghanta Lekar Jaayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Tu Nanga Hi Toh Aaya Hai Kya Ghanta Lekar Jaayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Tu Nanga Hi Toh Aaya Hai Kya Ganta Lekar.... Kisi Ka Haath Nahi Tha Sar Par Yahan Par Aaya Khudki Mehnat Se Main Jitni Taakat Kismat Mein Nahi/ Utni Rehmat Mein Hai Phir Bhi Ladka Sehmat Nahi Hai Kyunki Hairat Nahi Hai Zaroorat Yahan Marzi Ki Aur Zurrat Ki Hai Taakat Ki Hai, Aafat Ki, Himaakat Ki, Ibadat Ki Adaalat Yeh Hai Chaahat Ki Mohabbat Ki, Amaanat Ki Jeetne Ki Ab Aadat Ki Yeh Shohrat Ki Ab Laalach Nahi Hai Tere Bhai Jaisaa Koi Hardich Nahin He (Hard, Hard, Hard, Hard, Hard) Iss Harkat Ne Hi Barkat Di Hai Kyun? Kyunki Apna Time Aayega Tu Nanga Hi Toh Aaya Hai Kya Ghanta Lekar Jaayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Tu Nanga Hi Toh Aaya Hai Kya Ghanta Lekar Jaayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Tu Nanga Hi Toh Aaya Hai Kya Ghanta Lekar Jaayega Kal Nanga Hi Toh Aaya Tha Kya Tu Ghanta Lekar Jaayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Apna Time Aayega Na? Tu Nanga Hi Toh Jaayega