Album: Apne Piya Ki Main Bani Re Joganiya
Singer: Prakash Mali
Music: Prakash Mali
Label: RDC / Madhur Geet Cassettes
Released: 2016-10-10
Duration: 07:15
Downloads: 5910
Saanware Saanware Saanware, Ham Diwane Tere Saanware Tan Man
Main Mere Tu Basaa Saanware Rag Rag Main Mere
Tu Rama Saanware Aajaa Ab Tu Kahan Chup Gaya
Saanware Bin Tere Jeena Ab… Bin Tere Jeena Mushkil
Hua Saanware Saanware Saanware Saanware… Mere Dil Main Basii
Teri Baanki Adaa Paas Charano Ke Tere Rahon Main
Sadaa Yah Judaai Teri Bas He Meri Taza Dur
Charano Se Ab… Dur Charano Se Jaaun Kahan Saanware
Saanware Saanware Saanware… Sari Duniya Se Ab To Haare
Ham Aa Gaye Shyaam Tere Dwaare Ham Tere Bina
Besahaare Ham Teri Chaukkhat Pe Mit Gaye Saare Gam
Tu Meraa Ho Gaya… Tu Meraa Main Tera Ho
Gaya Saanware Saanware Saanware Saanware… Kaam Koi Naa Apana
Jab Aayaa Meraa Tuune Bigadaa Mukaddar Banaaya Meraa
Aisa Tera Karam… Aisa Tera Karam Ho Gaya Saanware
Saanware Saanware Saanware…