Album: Are Diwano Mujhe Pehchano Dialogue
Music: Kishore Kumar, Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anjaan
Label: Saregama
Released: 1978-04-20
Duration: 04:50
Downloads: 745061
Tum Log Ye Bhul Gaye Ki Don Zakhmee Hai
To Kya Phir Bhi Don Hai Don Ko Pakadna
Mushkil Hi Nahin Na Mumkin Hai Arre Deewano Mujhe
Pehchano Kahan Se Aaya Main Hoon Kaun Arre Deewano
Mujhe Pehchano Kahan Se Aaya Main Hoon Kaun Main
Hoon Kaun, Main Hoon Kaun Main Hoon, Main Hoon,
Main Hoon Kaun Don Don Don Don Don.. Main
Hoon Don, Main Hoon Don Main Hoon, Main Hoon,
Main Hoon Don Arre Tumne Jo Dekha Hai Socha
Hai, Samjha Hai, Jaana Hai Woh Main Nahi, Woh
Main Nahi Logon Ki Nazron Ne Mujhko Yahan Jo
Bhi Maana Hai Woh Main Nahi, Woh Main Nahi
Aawara Baadal Ko, Saudai Baadal Ko Duniya Mein Samjha
Hai Kaun Arre Deewano Mujhe Pehchano Zara Pehchano Main
Hoon Don Arre Yaaron Ka Woh Yaar Hoon Yaari
Mein Yeh Jaan Luta De Jo Main Hoon Wohi,
Main Hoon Wohi Dushman Ka Dushman Hoon Woh Dushman
Ke Chhakke Chhuda De Jo Main Hoon Wohi, Main
Hoon Wohi Tum Jaano, Na Jaano, Maine To Jaana
Hai Mehfil Mein Kaisa Hai Kaun Arre Deewano Mujhe
Pehchano Zara Pehchano Main Hoon Don Arre Maine Kya
Socha Hai Kya Khwaab Hai Meri Aankhon Mein Tum
Jaano Na, Tum Jaano Na Maine Bhi Badla Hai
Kya Rang Baaton Hi Baaton Mein Tum Jaano Na,
Tum Jaano Na Chehre Pe Chehra Hai, Parde Pe
Parda Hai Duniya Mein Samjha Hai Kaun Arre Deewano
Mujhe Pehchano Zara Pehchano Main Hoon Don Main Hoon
Don, Main Hoon Don Main Hoon, Main Hoon, Main
Hoon Don