Kisi Shayar Ka Dil Banke Barasti Hain Bunde Tum Pe Kisi Shayar Ka Dil Banke Barasti Hain Bunde Tum Pe Nazara Uff Kya Hota Hai Guzarti Hain Jab Zulfon Se Dur Kahin Ab Jawo Na Tum Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun Dil Me Yahi Ek Gam Rahta Hai Sath Mere Tu Kam Rahta Hai Han Dil Me Yahi Ek Gam Rahta Hai Sath Mere Tu Kam Rahta Hai Chhod Ke Abhi Jawo Na Tum Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun Haan, Dheere-dheere, Haule-haule Bheega Dengi Ye Barsaatein Ho, Dheere-dheere, Haule-haule Bheega Dengi Ye Barsaatein Jaane Kahaan Phir Milenge Humein Aisi Mulaaqaatein Sambhaaloon Kaise Main Dil Ko? Diwana Chahe Bas Tum Ko Khwaahishon Mein Hi Jal Rahaa Hoon Main Yahaan Wo Pahli Si Baarish Banke Baras Jaao Na Tum Hum Pe Hawaa Ka Rukh Badal Jaaye Mohabbat Karna Tum Aise Khwaab Mera Ye Todo Na Tum Jismon Pe Barasti Baarish Ne Rooh Bheega Di Hai Is Mausam Ki Saazish Ne Ye Need Udaa Di Hai Waise To Dubaane Ko Bas Ek Boond Hi Kaafi Hai Socho To Zaraa 'Kya Hoga? Abhi Raat Ye Baaqi Hai' Saath Mere Bah Jaao Na Tum Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun Bijli Chamki Lipat Gaye Hum Badal Garja Simat Gaye Hum Bijli Chamki Lipat Gaye Hum Badal Garja Simat Gaye Hum Hosh Bhi Ho Jaane Do Gum Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun Sun Sun Sun Barsat Ki Dhun Sun