Album: Dekhiye Ye Sansar Hai
Singer: S.P. Balasubrahmanyam
Music: Laxmikant - Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Label: T-Series
Released: 1987-02-10
Duration: 06:23
Downloads: 163141
Dekhiye Ye Sansaar Hain, Dekhiye Ye Sansaar Hain
Yahi Sansaar Hain, Ye Sansaar Hain Dekhiye
Ye Sansaar Hain Matalab Ka Meet Hain, Ye
Paise Ka Yaar Hain Dekhiye Ye Sansaar Hain
Kya Khushi Ki Daastan, Kya Fasaana Ranj Ka
Aadami Ki Zindagi Hai, Khel Shatranj Ka
Dekhiye Ye Sansaar Hain Yahi Sansaar Hain, Ye
Sansaar Hain Dekhiye Ye Sansaar Hain Ek Beta
Apane Farz Se, Jo Pichhhe Hat Gaya Aisa
Laga Baap Ko, Ek Haath Kat Gaya Gham
Se Maa Ka Tut Gaya Dil, Kaleja Fat
Gaya Is Tarah Se Ek Ghar, Do Gharo
Me Bant Gaya Kal Jahaa Tha Pyaar, Aaj
Ek Divaar Hain Dekhiye Ye Sansaar Hain Yahi
Sansaar Hain, Ye Sansaar Hain Dekhiye Ye Sansaar
Hain Kaanta Laga Paanw Me To, Haath
Paanw Par Gaya Aansu Bhare Aankh Me To,
Mann Bhi Dukh Se Bhar Gaya Dard Ang-ang Ka
Tan Mei Yu Bikhar Gaya Pyaar Har Kasam
Ki, Har Lakeer Paar Kar Gaya Mann Pe
Kisaka Zor Hain, Kisaka Ikhtiyaar Hain Dekhiye
Ye Sansaar Hain Yahi Sansaar Hain, Ye Sansaar
Hain Dekhiye Ye Sansaar Hain Kya Suhaag Raat
Hain, Kya Suhaag Raat Hain Aur Kya Suhaag
Hain Ek Tan Ki Bhukh Hain, Ek Man
Ka Raag Hain, Rang Aur Roop, Chaar Din
Ke Mehamaan Hain Ye Sach Hain Is Sach Se,
Log Anjaan Hian Ye Tan Ka Rishtaa Nahi,
Ye Man Ka Pyaar Hain Dekhiye Ye
Sansaar Hain Yahi Sansaar Hain, Ye Sansaar Hain
Dekhiye Ye Sansaar Hain Dard Se Bhara Huaa,
Ye Zindagi Ka Geet Hain Milana Aur Bichhadan
, Yahi Zindagi Ki Reet Hain Saath Rahe
Jo Sadaa, Kaun Aisa Meet Hain Chaar Din
Ki Dosti, Chaar Din Ki Preet Hain Kab
Yahaa Ho Kya Bhala, Koi Etbaar Hain
Dekhiye Ye Sansaar Hain Yahi Sansaar Hain, Ye
Sansaar Hain Dekhiye Ye Sansaar Hain