Album: Departure Lane
Music: Talha Anjum, Umair, Muhammad Umair Tahir
Label: Mass Appeal
Released: 2024-11-29
Duration: 02:46
Downloads: 366586
Khushfehmiyan Hain, Khud Se Bani Hain Kuch Kami Hai
Toh (kuch Kami Hai Toh) Main Bhi Yahaan Hoon,
Wo Bhi Yahin Hai Kya Wo Nahi Hai Jo?
(Wo Nahi Hai Jo) Kya Wo Teri-meri Be-takallufi?
Ya Wo Duniya Mein Sabse Sar-kashi Tu Pariyon Si
Kaisi Nazneen Ki Dil Ne Zehan Ki Na Suni
Khuda Ne Ye Hawayein Tere Sang Kardi Tu
Wo Jo Be-rang Ko Bhi Rang Karti Tu Wo
Jo Mujhe Haasil Hi Nahi Main Karoon Tujhe Kaise
Ye Bayaan? Meri Jaan, Meri Jaan, Tu Na
Jaa Abhi Karz Hai Tujhpe Wo Waada Meri Jaan,
Mujhe Kya Hi Pata Tha Rang Badle Ye Kaise
Aasmaan Meri Jaan, Meri Jaan, Yun Na Jaa
Badlo Na Tum Apna Iraada Meri Jaan, Mujhe Kya
Hi Pata Tha Rang Badle Ye Kaise Aasmaan
Meri Saari Umar Mein Tu Hi Hai Kami, Baaki
Sab Hai Mayassar Tera Na Aana Mujhe Maar Dega,
Tanhaiyon Mein Dil Mera Rukta Hai Aksar Bikhra Hai
Dil Ka Ye Daftar, Koyi Nhi Ghar Par, Jaaunga
Kidhar Tak? Aadatein Nahi Chhut′ti, Roz Wahin Jahaan Se
Shuru Kiya Sifar Se Sifar Tak Duniya Mile
Kaam Se Bas (mm-mm) Duniya Mere Kaam Ki Nahi
(mm-mm) Main Suraj Sе Mukhatib Hoke Shaam Se Baitha
Hoon Ye Humara Pеhla Jaam To Nahi (jaam To
Nahi) Sabar Ka Imtehaan Na Le, Tu Mere
Sabar Ka Inaam To Nahi Tu Mujhse Kuchh Chhupa
Bhi Le Tu Mujhe Kuchh Bata Hi Nahi Ab
Teri Marzi, Mujhpe Kuch Tu Kar Ayaan Hi Nahi
(no, No) Meri Jaan, Meri Jaan, Yun Na
Jaa Abhi Karz Hai Tujhpe Wo Waada Meri Jaan,
Mujhe Kya Hi Pata Tha Rang Badle Ye Kaise
Aasmaan Meri Jaan, Meri Jaan, Yun Na Jaa
Badlo Na Tum Apna Iraada Meri Jaan, Mujhe Kya
Hi Pata Tha Rang Badle Ye Kaise Aasmaan