DJJohal.Com

Dil Mein Aaj Phir Teri Yaadon Ke Mausam Aaya by Anuradha Paudwal, Suresh Oberoi
download Anuradha Paudwal, Suresh Oberoi  Dil Mein Aaj Phir Teri Yaadon Ke Mausam Aaya mp3 Single Tracks song

Album: Dil Mein Aaj Phir Teri Yaadon Ke Mausam Aaya

Singer: Anuradha Paudwal, Suresh Oberoi

Music: Anand-Milind

Lyrics: Salahuddin Pervez

Label: T-Series

Released: 1990-06-11

Duration: 05:42

Downloads: 210502

Get This Song Get This Song
song Download in 320 kbps
Share On

Dil Mein Aaj Phir Teri Yaadon Ke Mausam Aaya Song Lyrics

Woh Bhige Bal Wo Bhiga Badan Woh Bhigi Bhigi
Har Dhadkan Woh Gal Haya Mein Dube Hue, Woh
Honth Wafa Se Larze Hue Woh Ankhe Soyi Soyi
Si, Woh Sanse Khoyi Khoyi Si Kuchh Bolo Kyu
Khamosh Ho Tum Is Dil Se Kya Naraaz Ho
Tum Dil Mein Phir Aaj Teri Yaad Ka
Mausam Aaya Phir Mere Sine Mei Tu Dard Dawa
Dam Laya Jab Bhi Sawan Koi Barsa Mujhe
Mahsus Hua Ishq Ke Dariya Mein Tu Mujhko Bhigone
Aaya Dil Mein Phir Aaj Teri Yaad Ka
Mosam Aaya Kya Ab Bhi Tumhari Furkat Mein
Ek Sawan Koi Likhta Hain Kya Ab Bhi Tumhare
Hontho Pe Ek Chumban Koi Dhrta Hain Kya
Ab Bhi Tumhare Shahno Se Malmal Ka Dupatta Girta
Hain Kya Ab Bhi Tumhari Baho Mein Ek Dil
Sa Koi Bahta Hai Maine Rumal Mein Tere
Liye Kuchh Phool Bune Maine Mehandi Se Tere Naam
Hatheli Pe Chune Maine Takiye Ke Galafo Mein
Tujhe Kaadha Hain Maine Har Sher Mein Mahebub Tujhe
Bandha Hain Dil Mein Phir Aaj Teri Yaad Ka
Mausam Aaya Main Tumko Soch Raha Hoon Bas
Main Tumko Soch Raha Hoon Bas Tum Mujhme Dubti
Jati Ho Main Tum Mei Dubta Jata Hoon Tum
Mere Shahne Se Lagke Kuch Kan Mein Kahne Wali
Ho Tum Mere Dhyan Ki Duniya Ki Ek Samundar
Si Sahjadi Ho Aaj Bhi Phul Dab Rahte
Hain Jude Mein Mere Aaj Bhi Mehandi Se
Rahte Hain Mere Hath Saje Aaj Bhi Ankh
Tiki Rahti Hain Chilman Si Meri Aaj Bhi Sans
Judi Rahti Hain Aahat Se Teri Dil Mein
Phir Aaj Teri Yaad Ka Mausam Aaya Phir
Mere Sine Mein Tu Dard Dama Dam Laya
Jab Bhi Sawan Koi Barsa Mujhe Mahsus Hua Ishq
Ke Dariya Mein Tu Mujhko Bhigone Aya Dil Mein
Phir Aaj Teri Yaad Ka Mausam Aaya

Related Songs

» Zeehale Muskin (Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar) » O Rabba Koi To Bataye (Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar) » Hui Aankh Nam (Anuradha Paudwal) » Kya Karte They Sajna (Udit Narayan, Anuradha Paudwal) » Mohabbat Na Karna (Kumar Sanu, Sadhana Sargam) » Kaun Disha Mein Leke Chala (Jaspal Singh, Hemlata) » Ye Dua Hai Meri Rab Se (Kumar Sanu) » Tu Neendon Ki Rani Aur Main Pyar Ka Sapna (Udit Narayan, Anuradha Paudwal) » Tum To Thehre Pardesi (Altaf Raja) » O Mere Dil Ke Chain