Do Anjaane Ajanabi Chale Baandhane Bandhan Haay Re, Dil Mein Hai Ye Uljhan, Milkar Kya Bolen? Kya Bolen? Kya Bolen? Re Milkar Kya Bolen? Naee Umang, Naee Khushii, Mahak Utaa Hai Aangan Haay Re, Ghar Aaye Man-bhavan, Milkar Kya Bolen? Kya Bolen? Kya Bolen? Re Milkar Kya Bolen? Bechaini, Betaabi Aaj Muje Ye Kaisee? Aaj Hai Jo, Pehle Naa Thi Dil Kee Haalat Aisee Ho, Aankhon Ko Usi Ka Intazaar Hai Unheen Ke Liye Ye Rup Ye Shringaar Hai Dekhi Hai Tasveer Hee, Ho, Aaj Milenge Darshan Haay Re, Badhane Lagee Hai Uljhan, Milkar Kya Bolen? Kya Bolen? Kya Bolen? Re Milkar Kya Bolen? Rup Kee Raani Aayi Hai, Jaise Gagan Se Utar Ke Mere Liye, Kya Mere Liye Aise Saj Ke, Sanvar Ke? Ho, Saba Se Cchopa Ke Idhar-udhar Se Mujko Hee Dekhe Chor-nazar Se Baath Labon Par Hai Rukii, Tej Dilon Kee Dhadkan Haay Re, Kal Ke Sajani-saajan Milkar Kya Bolen? Kya Bolen? Kya Bolen? Re Milkar Kya Bolen?