Bulaavein Tujhe, Yaar, Aaj Meri Galiyaan Basaaun Tere Sang Main Alag Duniya Bulaavein Tujhe, Yaar, Aaj Meri Galiyaan Basaaun Tere Sang Main Alag Duniya Na Aayein Kabhi Donon Mein Zara Bhi Faasle Bas Ek Tu Ho, Ek Main Hoon, Aur Koi Na Hai Mera Sab Kuch Tera, Tu Samajh Le Tu Chaahe Mere Haq Ki Zameen Rakh Le Tu Saanson Pe Bhi Naam Tera Likh De Main Jiyoon Jab-jab Tera Dil Dhadke Tujh Se Mera Yeh Jee Nahin Bharta Kuch Bhi Nahin Asar Ab Karta Meri Raah Tujhi Se, Meri Chaah Tujhi Se Mujhe Bas Yahin Reh Jaana Lagi Hain Teri Aadatein Mujhe Jab Se Hain Tere Bin Pal Bhi Baras Lagte Bulaavein Tujhe, Yaar, Aaj Meri Galiyaan Basaaun Tere Sang Main Alag Duniya Jo Hove Tu Udaas, Mujhe Dekhe, Hans De Tu Chaahe Mere Haq Ki Zameen Rakh Le Tu Saanson Pe Bhi Naam Tera Likh De Main Jiyoon Jab-jab Tera Dil Dhadke Tujh Se Mili Toh Seekha Maine Hansna Aaya Mujhe Safar Mein Theherna Main Toh Bhool Gayi Duniya Ka Pata Yaara, Jab Se Tujhe Hai Jaana Hai Tu Hi Dil, Jaan Hai Meri Ab Se Ve Zikr Tera Na Jaaye Mere Lab Se Bulaavein Tujhe, Yaar, Aaj Meri Galiyaan Basaaun Tere Sang Main Alag Duniya Jo Hove Tu Udaas, Mujhe Dekhe, Hans De Tu Chaahe Mere Haq Ki Zameen Rakh Le Tu Saanson Pe Bhi Naam Tera Likh De Main Jiyoon Jab-jab Tera Dil Dhadke Pyaar Di Raahwaan Utte, Yaar, Tu Le Aaya Mainu Jeene Da Matlab Aaj Samajh Aaya Paraaya Mainu Karna Na Tu, Sohneya Channa, Main Toh Rul Jaana