DJJohal.Com

Ek Akela Is Shaher Mein by Bhupinder Singh
download Bhupinder Singh  Ek Akela Is Shaher Mein mp3 Single Tracks song

Album: Ek Akela Is Shaher Mein

Singer: Bhupinder Singh

Music: Jaidev

Lyrics: Gulzar

Label: Saregama

Released: 1977-12-31

Duration: 05:36

Downloads: 1693243

Get This Song Get This Song
song Download in 320 kbps
Share On

Ek Akela Is Shaher Mein Song Lyrics

Ek Akela Is Shahar Mein Raat Mein Aur Dopaher
Mein Abodana Dhoondta Hai Ashiana Dhoondta Hai Ek
Akela Is Shahar Mein Raat Mein Aur Dopaher Mein
Abodana Dhoondta Hai Ashiana Dhoondta Hai Ek Akela Is
Shahar Mein Din Khaali-khaali Bartan Hai Din Khaali-khaali
Bartan Hai Aur Raat Hai Jaise Andhaa Kuan In
Suuni Andheri Aankhon Mein Ansu Kee Jagah Aathaa Hai
Dhuaan Jeene Kee Vajah To Koyi Nahin Marne
Ka Bahaana Dhoondta Hai Dhoondta Hai, Dhoondta Hai
Ek Akela Is Shahar Mein Raat Mein Aur Dopaher
Mein Abodana Dhoondta Hai Ashiana Dhoondta Hai Ek Akela
Is Shahar Mein In Umr Se Lambee Sadkon
Ko In Umr Se Lambee Sadkon Ko Manzil Pe
Pahonchte Dekha Nahin Bas Daudti-firtee Rahtee Hain Hamne To
Thaharte Dekha Nahin Is Ajanabi Se Shahar Mein
Jaanaa-pahachaanaa Dhoondta Hai Dhoondta Hai, Dhoondta Hai Ek
Akela Is Shahar Mein Raat Mein Aur Dopaher Mein
Abodana Dhoondta Hai Ashiana Dhoondta Hai Ek Akela Is
Shahar Mein

Related Songs

» Do Deewane Shaher Mein (Runa Laila, Bhupinder Singh) » Hoshwalon Ko Khabar Kya » O Mere Dil Ke Chain » Aye Zindagi Gale Lagaa Le (Ilaiyaraaja, Suresh Wadkar) » Seene Mein Jalan (Suresh Wadkar) » Rafta Rafta Woh Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye » Lag Ja Gale Se Phir (Lata Mangeshkar) » Yeh Vaada Raha (Asha Bhosle, Kishore Kumar) » Dil Chahta Hai (Shankar Mahadevan) » Tere Liye (Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod)