Album: Ek Baar Zara Phir Keh Do
Singer: Lata Mangeshkar, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Music: Hemant Kumar
Lyrics: Shakeel Badayuni
Label: Saregama
Released: 1963-12-31
Duration: 03:35
Downloads: 225827
Ek Baar Zaraa Phir Kah Do (mmm-hm) Ek
Baar Zaraa Phir Kah Do Muje Sharmaa Ke Tum
'deewaanaa' Aisee Meethi-meethi Baathen Kar Ke Aisee Meethi-meethi Baathen
Kar Ke Kahaan Seekha Hai Dil Ka Lubhaana?
O, Jaan-a/e-jaan, Ek Baar Zaraa Phir Kah Do Muje
Sharmaa Ke Tum 'deewaanaa' (mm-hm) Dil Le Kar
Raho Door, Huzur, Naa Hum Se Karo Itana Gurur
Naa Hum Se O, Sajnaa, Mera Haar-singaar Tumheen Ho
Mera Dam Hai Tumhaare Hee Dam Se Tum
Shamaa Ho To Main Hoon Parvaanaa Aisee Meethi-meethi Baathen
Kar Ke Kahaan Seekha Hai Dil Ka Lubhaana? O,
Jaan-a/e-jaan, Ek Baar Zaraa Phir Kah Do Muje Sharmaa
Ke Tum 'deewaanaa' (mm-hm) Suno, Dilbar, Ye Jo
Deep Khushii Ka Jala Hai Mera Pyaar Isi Mein
Dhalaa Hai Mera Dil Bhee, Piya, Le Ke Tumhaaraa
Sahaara Naee Raah Pe Aaj Chalaa Hai Diya
Tumheen Ne Ummiido Ko Thikaana Aisee Meethi-meethi Baathen Kar
Ke Kahaan Seekha Hai Dil Ka Lubhaana? O, Jaan-a/e-jaan,
Ek Baar Zaraa Phir Kah Do Muje Sharmaa Ke
Tum 'deewaanaa' (mm-hm) Tum Chaaho To Main Tod
Ke Laa Doon Sitaare Ki Ho Tum Muje Jaan
Se Pyaare Kya Maangoon, Jab Mil Gae Tum Muje,
Sajnaa Main To Aa Gayi Bas Mein Tumhaare
Mera Dil Hai Tumhaaraa Nazraana Aisee Meethi-meethi Baathen Kar
Ke Kahaan Seekha Hai Dil Ka Lubhaana? Ek Baar
Zaraa Phir Kah Do Muje Sharmaa Ke Tum 'deewaanaa'
Kaho Naa (deewaanaa) Phir Kaho (deewaanaa) Phir Kaho
(dee-vaa-naa)