Album: Ek Ghar Banaunga
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music: S. D. Burman
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Label: Saregama
Released: 1952-12-31
Duration: 03:31
Downloads: 1287888
Tere Ghar Ke Samne Ek Ghar Banaunga Tere Ghar
Ke Samne Duniya Basaunga Tere Ghar Ke Samne Ek
Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne Ghar Ka Banana
Koyi Aasan Kaam Nahi Duniya Basana Koyi Aasan Kaam
Nahi Dil Mein Wafayein Hon To Tufan Kinara Hai
Bijli Hamare Liye Pyar Ka Ishara Hai Tann Mann
Lutaunga Tere Ghar Ke Samne Duniya Basaunga Tere Ghar
Ke Samne Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne
Kehte Hain Pyar Jise Dariya Hai Aag Ka Ya
Phir Nasha Hai Koyi Jeewan Ke Raag Ka Dil
Mein Jo Pyar Ho To Aag Bhi Phool Hai
Sachchi Lagan Jo Ho To Parbat Bhi Dhool Hai
Taare Sajaunga Tere Ghar Ke Samne Duniya Basaunga Tere
Ghar Ke Samne Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke
Samne Kaanton Bhare Hain Lekin Chahat Ke Raste Tum
Kya Karoge Dekhein Ulfat Ke Vaaste Ulfat Mein Taj
Chhoote Yeh Bhi Tumhein Yaad Hoga Ulfat Mein Taj
Bane Yeh Bhi Tumhein Yaad Hoga Main Bhi Kuchh
Banaunga Tere Ghar Ke Samne Dekhein Duniya Basaunga Tere
Ghar Ke Samne Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke
Samne Duniya Basaunga Tere Ghar Ke Samne Ek Ghar
Banaunga Tere Ghar Ke Samne Duniya Basaunga Tere Ghar
Ke Samne Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne