Album: Ek Nai Subah Ka Paigam
Singer: Mohammad Aziz
Music: Laxmikant - Pyarelal, Pyarelal
Lyrics: Hasan Kamal
Label: T-Series
Released: 1988-11-11
Duration: 03:36
Downloads: 193609
Surya Ek Naee Subah Ka Paigaam Lekar Aayega,
Surya Aasamaan Ka Dharti Ko Salaam Lekar Aayega Surya
Ek Naee Subah Ka Paigaam Lekar Aayega, Surya Aasamaan
Ka Dharti Ko Salaam Lekar Aayega Surya Surya
Umr Is Andhere Kee Raat-bhar Hai Hone Hee Waali
Pal Mein Sahar Hai Saathiyon Himmat Naa Haar Jaanaa
Chaar Qadam Bas Aur Safar Hai Aashaa Ka
Sandesh Tere Naam Lekar Aayega, Surya Aasamaan Ka Dharti
Ko Salaam Lekar Aayega Surya Surya Aaegee Insaaf
Kee Hukmarani Ab Naa Bahegaa Koon Hokar Paani Uth
Raushnee Ka Laharaa De Paracham Uth Raushnee Ka Laharaa
De Paracham Kar De Naee Ye Duniyaa Puraanee
Teri Qurbaani Ka Inaam Lekar Aayega, Surya Aasamaan Ka
Dharti Ko Salaam Lekar Aayega Surya Surya Jo
Hal Chalaae Uski Zameen Ho Ye Faisalaa Ho, Aaj
Aur Yaheen Ho Ab Tak Hua Hai Aur Ab
Naa Hoga Mehnat Kaheen Ho, Daulat Kaheen Ho
Ye Hukum Duniyaa Ke Naam Lekar Aayega, Surya Aasamaan
Ka Dharti Ko Salaam Lekar Aayega Surya Ek Naee
Subah Ka Paigaam Lekar Aayega, Surya Aasamaan Ka Dharti
Ko Salaam Lekar Aayega Surya Surya