Album: Ghar Se Nikalte
Singer: Udit Narayan
Music: Rajesh Roshan
Lyrics: Javed Akhtar
Label: T-Series
Released: 2009-01-01
Duration: 07:22
Downloads: 5152023
Ghar Se Nikalte Hi Kuch Door Chalte Hi Raste
Main Hai Uska Ghar Kal Subah Dekha To Baal
Banati Vo Khidki Mein Aayi Nazar Ghar Se Nikalte
Hi Kuch Door Chalte Hi Raste Mein Hai Uska
Ghar Kal Subah Dekha To Baal Banati Vo Khidki
Main Aayi Nazar Ghar Se Nikalte Hi Masoom
Chehra Neechi Nigahain Bholi Se Ladki Bholi Aadayein Na
Apsara Hai Na Vo Pari Hai Lekin Yeh Uski
Jadoogari Hai Deewana Kar De Vo Ik Rang Bhar
De Vo Sharma Ke Dekhe Jidhar Ghar Se Nikalte
Hi Kuch Door Chalte Hi Raste Mein Hai Uska
Ghar Karta Hoon Uske Ghar Ke Main Phere
Hansne Lage Hain Ab Dost Mere Sach Kah Raha
Hoon Uski Kasam Hai Main Phir Bhi Khush Hoon
Bus Ek Gham Hai Jisse Pyaar Karta Hoon Main
Jispe Marta Hoon Usko Nahi Hai Khabar Ghar Se
Nikalte Hi Kuch Door Chalte Hi Raste Mein Hai
Uska Ghar Ladki Hai Jaise Koi Paheli Kal
Jo Mili Mujhko Uski Saheli Maine Kaha Usko Jake
Yeh Kahna Achha Nahi Hai Yoon Door Rahna Kal
Shaam Nikle Vo Ghar Se Tahelne Ko Milna Jo
Chahe Agar Ghar Se Nikalte Hi Kuch Door Chalte
Hi Raste Mein Hai Uska Ghar Kal Subah Dekha
To Baal Banati Vo Khidki Mein Aayi Nazar