Album: Jagi Huyi Fizayen
Singer: Udit Narayan, Asha Bhosle
Music: Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics: Javed Akhtar
Label: Saregama
Released: 1997-08-15
Duration: 06:30
Downloads: 210584
Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye, Mere Liye Gaati
Hui Hawayein Hain Tere Liye, Mere Liye Phoolon Mein
Taazgi Si Hai Raahon Mein Roshni Si Hai Din
Mein Bhi Chandni Si Hai, Mere Sanam Tere Liye,
Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye,
Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye, Mere
Liye Phoolon Mein Taazgi Si Hai Raahon Mein Roshni
Si Hai Din Mein Bhi Chandni Si Hai, Mere
Sanam Tere Liye, Mere Liye Jaagi Hui Fizayein
Hain Tere Liye, Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain
Tere Liye, Mere Liye Laayi Hai Kaisi Khushi
Tere-mere, Pehle-pehle Pyaar Mein Khoyi-khoyi Zindagi Laayi Hai Kaisi
Khushi Tere-mere, Pehle-pehle Pyaar Mein Khoyi-khoyi Zindagi Kab
Aisa Tha Sama, Kab Thi Ye Dilkashi? Kaliyon
Ki Chunri Dhalki Hai Lehron Se Masti Chhalki Hai
Sapnon Ki Duniya Jhalki Hai, Mere Sanam Tere Liye,
Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain Tere Liye,
Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere Liye
Sunte Hain Ye Vaadiyaan Dheere-dheere, Haule-haule Kehte Hain Do
Dil Daastaan Sunte Hain Ye Vaadiyaan Dheere-dheere, Haule-haule Kehte
Hain Do Dil Daastaan Hai Jaise Tham Gaya
Mausam Ka Kaarvaan Bhanwre Jo Gungunaate Hain Jhonke
So Sansanaate Hain Kuch Taar Jhanjhanaate Hain, Mere Sanam
Tere Liye, Mere Liye Jaagi Hui Fizayein Hain
Tere Liye, Mere Liye Gaati Hui Hawayein Hain Tere
Liye, Mere Liye Phoolon Mein Taazgi Si Hai Raahon
Mein Roshni Si Hai Din Mein Bhi Chandni Si
Hai, Mere Sanam Tere Liye, Mere Liye Jaagi
Hui Fizayein Hain Tere Liye, Mere Liye Gaati Hui
Hawayein Hain Tere Liye