Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na Tera Dupatta Aaj Bhi Tere Sar Se Sarakta Hoga Na Baalon Mein Tere Aaj Bhi Phool Koi Sajta Hoga Na Thandi Havaein Raaton Mein Tujhko Thapkiya Deti Hogi Na Chaand Ki Thandak Khwaabon Mein Tujhko Leke To Jaati Hogi Na Sooraj Ki Kirnen Subah Ko Teri Neendein Udaati Hogi Na Mere Khayaalon Mein Sanam Khud Se Bhi Baatein Karti Hogi Na Main Dekhta Hoon Chhup Chhupke Tumko Mehsoos Karti Hogi Na Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na Tadev Lagnam Suridam Tadev Naarabalam Chandra Balan Tadev Vidya Balam Daiv Balan Tadev Lakshmi Pate Tendra Yugam Swarami Shubmangal Sawadhan Kaagaz Pe Meri Tasveer Jaisi Kuchh To Banati Hogi Na Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Woh Aanchal Bhigoti Hogi Na Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na Yaad To Aati Hogi Na, Yaad To Aati Hogi Na Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na