Album: Kabhi Raat Din Hum Door The
Music: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Kalyanji - Anandji
Lyrics: Anand Bakshi
Label: Saregama
Released: 1967-01-01
Duration: 07:01
Downloads: 330300
Kabhi Raat-din Hum Dur The, Din-raat Ka Abb Saath
Hai Kabhi Raat-din Hum Dur The, Din-raat Ka Abb
Saath Hai Woh Bhi Itefaaq Ki Baat Thi, Yeh
Bhi Itefaaq Ki Baat Hai Woh Bhi Itefaaq Ki
Baat Thi, Yeh Bhi Itefaaq Ki Baat Hai Kabhi
Raat-din Hum Dur The Teri Aankh Me Hai
Khumaar Sa, Meri Chaal Me Hai Surur Sa Teri
Aankh Me Hai Khumaar Sa, Meri Chaal Me Hai
Surur Sa Yeh Bahaar Kuchh Hai Piye Huye, Yeh
Sama Nashe Me Hai Chur Sa Yeh Sama Nashe
Me Hai Chur Sa Kabhi In Fijaao Me Pyaas
Thi, Abb Mausam-e-barsaat Hai Woh Bhi Itefaaq Ki Baat
Thi, Yeh Bhi Itefaaq Ki Baat Hai Kabhi Raat-din
Hum Dur The Mujhe Tumne Kaise Badal Diya,
Hairaan Hu Main Is Baat Par Mujhe Tumne Kaise
Badal Diya, Hairaan Hu Main Is Baat Par Mera
Dil Dhadakta Hai Aajkal, Teri Shaukh Najaro Se Puchhkar
Teri Shaukh Najaro Se Puchhkar Meri Jaan Kabhi Mere
Bas Me Thi, Abb Jindagi Tere Haath Hai Woh
Bhi Itefaaq Ki Baat Thi, Yeh Bhi Itefaaq Ki
Baat Hai Kabhi Raat-din Hum Dur The Yu
Hi Aaj Tak Rahe Hum Juda, Tumhe Kya Mila
Hame Kya Mila Yu Hi Aaj Tak Rahe Hum
Juda, Tumhe Kya Mila Hame Kya Mila Kabhi Tum
Khafa, Kabhi Hum Khafa, Kabhi Yeh Gila, Kabhi Woh
Gila Kabhi Yeh Gila, Kabhi Woh Gila Kitne Bure
The Woh Din Sanam, Kitni Hasin Yeh Raat Hai
Woh Bhi Itefaaq Ki Baat Thi, Yeh Bhi Itefaaq
Ki Baat Hai Kabhi Raat-din Hum Dur The, Din-raat
Ka Abb Saath Hai Kabhi Raat-din Hum Dur The