Album: Kali Palak Teri Gori
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Music: R.D. Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Label: Saregama
Released: 1972-01-01
Duration: 04:22
Downloads: 834707
Kaali Palak Teri, Gori, Khulne Lagee Hai Thodee-thodee Ek
Chorni, Ek Chor Ke Ghar Karne Chali Hai Choree,
Ho, Choree Kaali Palak Piya Moree, Ho, Khulne Lagee
Hai Thodee-thodee Ek Chorni, Ek Chor Ke Ghar Karne
Chali Hai Choree, Ho, Choree Kaali Palak Piya Moree...
Aaegee Band Ke Paayal, Too Honth Dabaae, Badan
Ko Churaae Najuk Kamar Se Lagaae Ada Kee Kataari,
Zaalimaa Pheregi Dheere-dheere Too Mere Gale Par Ye Banhon
Ke Kanjar Jaaegee Dil Mera Lekar Samajh Ke Anaadi
Baalama Rose Raat Ko Yoon Hee Baandhegi Laton
Kee Dori, Ho, Dori Kaali Palak Teri, Gori, O,
Khulne Lagee Hai Thodee-thodee Ek Chorni, Ek Chor Ke
Ghar Karne Chali Hai Choree, Ho, Choree Kaali Palak
Piya Moree... Naa To Main Door Se Baandhuun,
Naa Jaal Bichhaaoon, Naa Tir Chalaaun Najuk Kamar Se
Lagaaoon Churi Naa Kataari, Saajana, O, Sajnaa Main To
Tera Dil Loongee Tujhi Se Cchopa Ke, Nazar Ko
Bataa Ke Yoon Hee Zaraa Muska Ke Kahoongi Anaadi
Saajana Rose Raat Ko Tere Ghar Hogee Teri
Choree, Ho, Choree Kaali Palak Piya Moree, O, Khulne
Lagee Hai Thodee-thodee Ek Chorni, Ek Chor Ke Ghar
Karne Chali Hai Choree, Ho, Choree Kaali Palak Teri
Gori... Achchhee Huee Meri Choree Ki Ek Dil
Khoyaa To Ek Dil Paayaa Aise Koyi Paas Aayaa
Ki Aa Gaya Lutane Ka Mazaa Achchhee Teri-meri Jodee
Ki Lut Gae Donon To Bas Gae Donon Hans
Ke Lipat Gae Donon Hua Jab Vaadaa Pyaar Ka
Rose Raat Ko Milenge Chanda Aur Chakori, Chakori
Kaali Palak Teri, Gori, Khulne Lagee Hai Thodee-thodee Ek
Chorni, Ek Chor Ke Ghar Karne Chali Hai Choree