Album: Manzilen Apni Jagah Hai
Music: Kishore Kumar, Bappi Lahiri
Lyrics: Prakash Mehra
Label: Saregama
Released: 1984-05-18
Duration: 05:53
Downloads: 3536612
Manzilon Pe Aa Ke Lut′te Hain Dilon Ke Karvaan
Kashtiyaan Saahil Pe Aksar Doobti Hai Pyaar Ki
Manzilein Apni Jagah Hain, Raaste Apni Jagah Manzilein Apni
Jagah Hain, Raaste Apni Jagah Jab Qadam Hi Saath
Na Dein Toh Musafir Kya Kare? Yoon Toh
Hai Humdard Bhi Aur Humsafar Bhi Hai Mera Yoon
Toh Hai Humdard Bhi Aur Humsafar Bhi Hai Mera
Badh Ke Koi Haath Na De, Dil Bhala Phir
Kya Kare? Manzilein Apni Jagah Hain, Raaste Apni Jagah
Doobne Waale Ko Tinke Ka Sahaara Hi Bahut
Dil Behal Jaaye Faqat Itna Ishaara Hi Bahut
Itne Par Bhi Aasmaan Waala Gira De Bijliyaan Koi
Batla De Zara, Yeh Doobta Phir Kya Kare? Manzilein
Apni Jagah Hain, Raaste Apni Jagah Pyaar Karna
Jurm Hai Toh Jurm Humse Ho Gaya Qaabil-e-maafi Hua
Karte Nahin Aise Gunaah Tang-dil Hai Yeh Jahaan
Aur Sang-dil Mera Sanam Kya Kare Josh-e-junoon Aur Hausla
Phir Kya Kare? Manzilein Apni Jagah Hain, Raaste Apni
Jagah Jab Qadam Hi Saath Na Dein Toh Musafir
Kya Kare? Yoon Toh Hai Humdard Bhi Aur
Humsafar Bhi Hai Mera Badh Ke Koi Haath Na
De, Dil Bhala Phir Kya Kare?