Album: Mohabbat Bade Kaam Ki Cheez Hai
Singer: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar, K.J. Yesudas
Music: Khayyam
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Label: Saregama
Released: 1978-05-04
Duration: 04:39
Downloads: 1537255
Har Taraf Husn He, Javaani He, Aaj Kii Raat
Kya Suhaani He Reshmi Jism Tartharaate He, Maramari Khwab
Gunagunaate He Dhadakaanon Main Surur Failaa He, Rang
Nazadik-o-door Failaa He Daavata-ye-ishk De Rahi Hai Faza Aaj
Ho Ja Kisi Haseen Pe Fida Ke ...mohabbat Bade
Kaam Kii Chiz Hai Kaam Kii Chiz Hai Mohabbat
Bade Kaam Kii Chiz Hai Kaam Kii Chiz Hai
Mohabbat Ke Dam Se Hai Duniyaan Kii Raunak
Mohabbat Naa Hoti To Kuch Bhi Naa Hota Nazar
Or Dil Kii Panaahon Kii Khatir Ye Jananath Naa
Hoti To Kuch Bhi Naa Hota Yahi Ek Aaraam
Kii Chiz He... Kaam Kii Chiz Hai Mohabbat Bade
Kaam Kii Chiz Hai Kaam Kii Chiz Hai
Kitabon Main Chhapate Hai Chahat Ke Kisase Haqikat Kii
Duniyaan Main Chahat Nahin He Jamaane Ke Bazaar Main
Ye Wo Shae He Ke Jis Kii Kisi Ko
Zarurat Nahin He Ye Bekaar, Bedaam Kii Chiz He
Ye Kudarat Ke Inam Kii Chiz He Ye Bas
Naam Hi Naam Kii Chiz He Kaam Kii Chiz
Hai Mohabbat Bade Kaam Kii Chiz Hai Kaam Kii
Chiz Hai Mohabbat Se Itnaa Khafa Honevaale Chal
Aa Aaj Tuje Ko Mohabbat Siikhaa De Tera Dil
Jo Barason Se Viraan Padaa Hai Kisi Naazaninaan Ko
Is Main Basaa De Meraa Mashwara Kaam Kii Chiz
He. Kaam Kii Chiz Hai Mohabbat Bade Kaam Kii
Chiz Hai Kaam Kii Chiz Hai Ye Bekaar, Bedaam
Kii Chiz He Kaam Kii Chiz Hai Mohabbat Bade
Kaam Kii Chiz Hai Kaam Kii Chiz Hai Mohabbat
Bade Kaam Kii Chiz Hai Kaam Kii Chiz Hai