Album: Mohabbat Inayat Karam Dekhte Hain
Singer: Pankaj Udhas, Anuradha Paudwal
Music: Rajesh Roshan
Lyrics: Ibrahim Ashq
Label: T-Series
Released: 1990-05-21
Duration: 07:00
Downloads: 760997
Kya Kahun, Kya Tamasha Hua Sahabon Yeh Tamashe To
Hote Hi Rehte Hain Ji Is-se Pehle Mera Naam
Kuch Aur Tha Ab Tawayaf Mujhe Log Kehte Hain
Ji Meri Zhulfon Ko Dasna Hi Aata Nahi Meri
Aankhon Ko Hasna Hi Aata Nahi Mere Jaanib Zara
Gaur Se Dekhiye Ashk Bhi Meri Aankhon Se Behte
Hain Ji Suniye Sahib Shuru Geet Ka Mukhda
Karti Hoon Mujre Wali Hoon Main, Mujra Karti Hoon
Mujre Wali Hoon Main, Mujra Karti Hoon Ruswa Hoti
Hoon, Ruswa Hoti Hoon Main Sabko Ruswa Karti Hoon
Mujre Wali Hoon Main, Mujra Karti Hoon Mujre Wali
Hoon Main, Mujra Karti Hoon Mere Hothon Pe
Jo Geeton Ke Mukhde Hain Dar Asal Mere Toote
Dil Ke Tukde Hain Mere Hothon Pe Jo Geeton
Ke Mukhde Hain Dar Asal Mere Toote Dil Ke
Tukde Hain Dar Asal Mere Toote Dil Ke Tukde
Hain Aapki Khidmat Mein Pesh Ik Tukda Karti Hoon
Mujre Wali Hoon Main, Mujra Karti Hoon Mujre Wali
Hoon Main, Mujra Karti Hoon Aakhir Insan Hoon
Main Hansti Hoon, Roti Hoon Jab Aap Nahi Hote
Main Tanha Hoti Hoon Aakhir Insan Hoon Main Hansti
Hoon, Roti Hoon Jab Aap Nahi Hote Main Tanha
Hoti Hoon Jab Aap Nahi Hote Main Tanha Hoti
Hoon Main Apne Saamne Baith Ke Apna Dukhda Karti
Hoon Mujre Wali Hoon Main, Mujra Karti Hoon Mujre
Wali Hoon Main, Mujra Karti Hoon Ruswa Hoti Hoon,
Ruswa Hoti Hoon Main Sabko Ruswa Karti Hoon Mujre
Wali Hoon Main, Mujra Karti Hoon Mujre Wali Hoon
Main, Mujra Karti Hoon