Album: Mohabbat Kabhi Maine
Singer: Sonu Nigam
Music: Ravi Pawar, Nikhil, Vinay
Lyrics: B.K.N
Label: T-Series
Released: 2001-02-05
Duration: 05:29
Downloads: 503023
Magar Meri Aankhen Hamesha Mere Dil Kee Haalat
Bataati Rahee Aur Too Hai Ki Mujse Bekhabar Aaj
Bhee Hai Mere Dil Kee Har Dhadkan Sirf Tera
Naam Letee Hai, Sirf Tera Naam Mohabbat Kabhi
Maine Kee To Nahin Thi Kisi Kee Nigaahon Se
Pee To Nahin Thi Magar Ye Achaanak Hua Kya!
Ho-ho-o Mohabbat Kabhi Maine Kee To Nahin Thi
Kisi Kee Nigaahon Se Pee To Nahin Thi Magar
Ye Achaanak Hua Kya! Ho-ho-o Too Saanson Mein
Samaae, Too Dhadkan Ko Churaae Kaheen Deewaanaa Ho Jaaoon
Naa Tera Too Saanson Mein Samaae, Too Dhadkan Ko
Churaae Kaheen Deewaanaa Ho Jaaoon Naa Tera Pehlee
Nazar Ka Pehlaa Nasha Dil Mein Utarataa Jae Sanam
Sharma Ke Mujse Milana Tera Jaadoo Sa Karthaa Jae
Sanam Ye Beqaraaree, Aisee Khumaari Pehle Kabhi To
Mujhpe Naa Thi Kabhi Dil Pe Yoon Bekudi To
Nahin Thi Kisi Se Muje Aashiqui To Nahin Thi
Magar Ye Achaanak Hua Kya! Ho-ho-o Kithne Hee
Chehare Dekhe Magar Maine Chunaa Hai Bas Ik Tuje
Har Pal Ho Meri Baahon Mein Too Mil Jae
Aisee Qismat Muje Dil Ye Pukaaraa Tera Nazaaraa
Karthaa Hee Jaaoon O Jaan-a/e-jaan Muje Pehle Itanee
Kushi To Nahin Thi Yoon Mahkee Huee Zindagi To
Nahin Thi Magar Ye Achaanak Hua Kya! Ho-ho-o
Too Saanson Mein Samaae, Too Dhadkan Ko Churaae Kaheen
Deewaanaa Ho Jaaoon Naa Tera Too Saanson Mein Samaae,
Too Dhadkan Ko Churaae Kaheen Deewaanaa Ho Jaaoon Naa
Tera Mohabbat Kabhi Maine Kee To Nahin Thi
Kisi Kee Nigaahon Se Pee To Nahin Thi Magar
Ye Achaanak Hua Kya! Ho-ho-o