Album: Mujhe Tum Mil Gaye Humdum
Singer: Lata Mangeshkar
Music: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Label: Saregama
Released: 1966-01-01
Duration: 05:06
Downloads: 212564
Muje Tum Mil Gae Humdam, Sahaara Ho To Aisa
Ho Jidhar Dekhoon Udhar Tum Ho, Nazaaraa Ho To
Aisa Ho Muje Tum Mil Gae Humdam, Sahaara Ho
To Aisa Ho Jidhar Dekhoon Udhar Tum Ho, Nazaaraa
Ho To Aisa Ho Muje Tum Mil Gae Humdam...
Kisi Ka Chaand Sa Cheharaa Nazar Se Chuum
Letee Hoon Kisi Ka Chaand Sa Cheharaa Nazar Se
Chuum Letee Hoon Kushi Kee Intahaa Ye Hai, Nashe
Mein Jhoom Letee Hoon Nashe Mein Jhoom Letee Hoon
Huee Taqadeer Bhee Roshan, Sithaaraa Ho To Aisa
Ho Jidhar Dekhoon Udhar Tum Ho, Nazaaraa Ho To
Aisa Ho Muje Tum Mil Gae Humdam... Meri
Aankhon Mein Ansu Hain, Magar, Ansu Khushii Ke Hain
Meri Aankhon Mein Ansu Hain, Magar, Ansu Khushii Ke
Hain Kise Chhoduun, Kise Paa Loon, Ye Rishte Zindagi
Ke Hain Ye Rishte Zindagi Ke Hain Hamein
To Naaz Hai Tum Par, Hamaaraa Ho To Aisa
Ho Jidhar Dekhoon Udhar Tum Ho, Nazaaraa Ho To
Aisa Ho Muje Tum Mil Gae Humdam... Udhar
Dil Hai, Idhar Jaan Hai, Azab Mushkil Ka Samaan
Hai Udhar Dil Hai, Idhar Jaan Hai, Azab Mushkil
Ka Samaan Hai Labon Par Muskuraahat Hai, Magar Saanson
Mein Tufaan Hai Magar Saanson Mein Tufaan Hai
Ye Main Jaanoon Ya Tum Jaano, Ishaara Ho To
Aisa Ho Jidhar Dekhoon Udhar Tum Ho, Nazaaraa Ho
To Aisa Ho Muje Tum Mil Gae Humdam, Sahaara
Ho To Aisa Ho Jidhar Dekhoon Udhar Tum Ho,
Nazaaraa Ho To Aisa Ho Muje Tum Mil Gae
Humdam...