Album: Nukta Cheen
Singer: K.L.Saigal
Music: Pankaj Mullick
Lyrics: Ghalib Khatoulvi
Label: Hindusthan
Released: 1934-01-01
Duration: 03:12
Downloads: 31471
Aaa Aaa Nuktaacheen Hai, Gham-e-dil Usko Sunaaye Na Bane
Kyaa Bane Baat Jahaan Baat Banaaye Na Bane Kyaa
Bane Baat Jahaan Baat Banaaye Na Bane Main Bulaataa
To Hoon Usko Magar Ae Jazbaa-e-dil Main Bulaataa To
Hoon Usko Magar Ae Jazbaa-e-dil Us Pe Ban Jaaye
Kuchh Aisi Us Pe Ban Jaaye Kuchh Aisi Ki
Bin Aaye Na Bane Us Pe Ban Jaaye Kuchh
Aisi Ki Bin Aaye Na Bane Nuktaacheen Hai, Gham-e-dil
Usko Sunaaye Bojh Wo Sar Pe Giraa Aaa Bojh
Woh Sar Se Giraa Hai, Ki Uthaaye Na Uthe
Kaam Wo Aan Padaa Hai Ke Banaaye Na Bane
Kaam Wo Aan Padaa Hai Ke Banaaye Na Bane
Nuktaacheen Hai, Gham-e-dil Usko Sunaaye Ishq Par Zor Nahin
Ishq Par Zor Nahin Hai Ye Wo Aatish Ghaalib
Ke Lagaaye Na Lage Ke Lagaaye Na Lage Aur
Bujhaaye Na Bane Ke Lagaaye Na Lage Aur Bujhaaye
Na Bane Nuktaacheen Hai, Gham-e-dil Usko Sunaaye...