Album: O Manchali Kahan Chali
Singer: Kishore Kumar
Music: Laxmikant - Pyarelal, Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Label: Saregama
Released: 1973-01-01
Duration: 05:33
Downloads: 344397
Kishore Da Kehthe The Ki 'bhai, Duniyaa Ka Dastoor
Hai Jo Bahut Zyaada Intelligent Hota Hai Log Usko
Paagal Aur Deewaanaa Kehthe Hain Aur Main, Main Vahee
Hoon Jo Aap Samajh Rahe Hain Are, Bhai, Paagal
Aur Deewaanaa Nahin, Intelligent Agar Yaqiin Nahin Aathaa To
Zaraa Haea Mein Note Aur Kaagaz Uda Ke Dekho
Kishore Kiske Peechhe Bhaagta Hai' Lekin Ek Baath
Samajh Mein Nahin Aatee Jab Car Bigadi Hai To
Log Kehthe Hain Ki, 'band Hai' Aur Jab Ladkee
Bigadi Hai To Log Kehthe Hain, 'chaalu Hai'
O, Manchali, Kahaan Chali? O, Manchali, Kahaan Chali? Dekh,
Dekh, Dekh, Mujse Naa Sharma Ek, Ek, Ek, Main
Hoon Ek Bhanvaraa O, Aur Too Kalee O,
Manchali, Kahaan Chali? O, Manchali, Kahaan Chali? Dekh, Dekh,
Dekh, Mujse Naa Sharma Ek, Ek, Ek, Main Hoon
Ek Bhanvaraa Hmm, Aur Too Kalee O, Manchali,
Kahaan Chali? O, Manchali, Kahaan Chali? Honton Pe
Leke Tera Naam Aayi Hai Rang Bhari Shaam Phulon
Ke Chhalke Hain Jam Bhanwaron Ne Dil Liye Thaam
Aise Mein, He-he-ho, Ho-ho-ho Aise Mein Tod Ke
Prema Kee Dori Chakori, O Gori, Too Kahaan Chali?
O, Manchali, Kahaan Chali? O, Manchali, Kahaan Chali?
Duniyaa Se Nahin Darenge Kab Tak Hum Aahen
Bharenge Aaja, Do Baathen Karenge Chhup Ke Mulaqaatein Karenge
Ye Sach Hai, He-he-ho, He-he-ho Ye Sach Hai,
Main Hoon Ek Deewaanaa Ye Maanaa, Naa Jaanaa, Too
Kahaan Chali? O, Manchali, Kahaan Chali? O, Manchali,
Kahaan Chali? Rut Aisee Aayi Huee Hai Badali
Bhee Chai Huee Hai Too Kyun Ghabaraai Huee Hai?
Mujse Sharmaai Huee Hai Pyaar Mein, He-he-ho, He-he-ho
Pyaar Mein Yaar Se Aankhen Churaa Ke Sata Ke,
Jala Ke, Too Kahaan Chali? O, Manchali, Kahaan
Chali? O, Manchali, Kahaan Chali? Dekh, Dekh, Dekh, Mujse
Naa Sharma Ek, Ek, Ek, Main Hoon Ek Bhanvaraa
O-ho-ho-ho, Aur Too Kalee O, Manchali, Kahaan Chali?
O, Manchali, Kahaan Chali?