Dil Ye Ravaana Hai Ishq-e-safar Mein Jabse Mili Hai Ye Tujhse Nazar Bahne Laga Hoon Main Teri Lahar Mein Kinaaron Ki Mujhko Nahin Hai Fikar Itna Tu Khaas Hai Door Rahke Bhi Tu Paas Hai Bin Tere, Tu Bata, Main Hoon Kya? O Mere Ham-nava Ishq Tu, Rab Hai Gavaah Dil Ye Ravaana Hai Ishq-e-safar Mein Jabse Mili Hai Ye Tujhse Nazar Bahne Laga Hoon Main Teri Lahar Mein Kinaaron Ki Mujhko Nahin Hai Fikar Jaadu Jaisa Hai Yeh Pal Ik Sur Mein Teri-meri Saans Tham Gayi Tujh Mein Nazar Aa Rahi Hai Jo Bhi Manzilein Hain Ishq Ke Safar Ki Na Jaane, Dil, Hoga Kyaa Aage Ye Dhadkan Dil Se Tez Bhaage Tu Aake Ise Thaam Le Baanhon Mein Na Hai Ab Kahin Pe Jaana Ki Tu Hi Rahe Saamne Mere Ki Main Bhi Rahoon Ru-ba-ru Tere Hai Maine Tujhe Paa Liya Paa Ke Tujhe Ab Kuch Nahin Hai Paana Chaahe Ye Jahaan Chaahe Wo Khuda Kar Na Sakega Hamein To Juda, Haan O Mere Ham-nava Ishq Tu, Rab Hai Gavaah