Aapko Paa Kar Ab Khona Nahi Chahti Itna Khush Ho Kar Ab Rona Nahi Chahti Aapko Paa Kar Ab Khona Nahi Chahti Itna Khush Ho Kar Ab Rona Nahi Chahti Yeh Aalam Aapke Milne Ka Aankhon Mein Neend Hai Magar Sona Nahi Chahti Khawaab Sach Ho Jaayein To Khushi Mil Jaati Hai Yaad Aksar Ek Tasveer Mein Badal Jaati Hai Khawaab Sach Ho Jaayein To Khushi Mil Jaati Hai Yaad Aksar Ek Tasveer Mein Badal Jaati Hai Kuch Maango To Sacche Dil Se Maangna Kyunki Sacchi Duaon Se Aksar Taqdeer Badal Jaati Hai Na Jaane Kab Taare Toot Jaayein Na Jaane Kab Aakhon Se Aansu Chhut Jaayein Na Jaane Kab Taare Toot Jaayein Na Jaane Kab Aakhon Se Aansu Chhut Jaayein Kuch Pal Hamare Saath Bhi Hass Lo Zara Na Jaane Kab Tumhare Daant Toot Jaayein Hum Hawa Nahi Jo Kho Jaayenge Hum Hawa Nahi Jo Kho Jaayenge Hum Waqt Nahi Jo Guzar Jaayenge Hum Mausam Bhi Nahi Jo Badal Jaayenge Hum To Aansu Hai Jo Khushi Gham Dono Mein Nazar Aayenge Ye Pyaari Nigahein Yaad Rahengi Na Milkar Bhi Milne Ki Ada Yaad Rahegi Ye Pyaari Nigahein Yaad Rahengi Na Milkar Bhi Milne Ki Ada Yaad Rahegi Mumkin Nahi Ki Mai Tumhe Bhula Dun Umar Bhar Aapko Bhi Hamari Yaad Rahegi Bahane Bana Bana Kar Aapse Baat Kiya Karte Hain Bahane Bana Bana Kar Aapse Baat Kiya Karte Hain Har Pal Aapko Mehsus Kiya Karte Hain Jitni Baar Aap Saansein Bhi Nahi Lete Honge Utni Baar Hum Aapko Yaad Kiya Karte Hain Chah Kar Bhi Juda Na Reh Sakoge Ruth Kar Bhi Khafa Na Reh Sakoge Chah Kar Bhi Juda Na Reh Sakoge Ruth Kar Bhi Khafa Na Reh Sakoge Pyaar Hi Kuch Iss Tarah Nibhayenge Ke Hamare Bina Ek Pal Bhi Na Reh Sakoge Din Hain Agar To Raat Bhi Hogi Chaayein Hain Badal To Barsaat Bhi Hogi Din Hain Agar To Raat Bhi Hogi Chaayein Hain Badal To Barsaat Bhi Hogi Judaai Ka Gham Mat Karna Ae Mere Dost Door Hain Hum Aaj Magar Kal Mulaqat Bhi Hogi Door Hain Aapse To Kuch Gham Nahin Door Reh Kar Bhi Bhulne Wale Hum Nahin Door Hain Aapse To Kuch Gham Nahin Door Reh Kar Bhi Bhulne Wale Hum Nahin Mulaqat Nahi Ho To Kya Hua Aapki Yaad Mulaqat Se Kuch Kam Nahin Karni-e-hasratein Naqaam Se Jal Jaate Hain Hum Chiraagon Ki Tarah Shaam Se Jal Jaate Hain Karni-e-hasratein Naqaam Se Jal Jaate Hain Hum Chiraagon Ki Tarah Shaam Se Jal Jaate Hain Shamma Jalti Hai Jis Aag Mein Numaayish Ke Liye Hum Ussi Aag Mein Gumnaam Se Jal Jaate Hain Na Jaane Kyun Log Mere Naam Se Jal Jaate Hain