Album: Sirf Sunday Ko
Singer: Kavita Krishnamurthy
Music: Nadeem-Shravan
Lyrics: Sameer
Label: Saregama
Released: 2002-04-22
Duration: 05:48
Downloads: 823886
Chori-chori Wo Mere Paas Aaya Khidki Ke Neeche Se
Mujhko Bulaya Kehne Laga, 'Chal Mere Saath, Rani' Maine
Koyi Baat Uski Na Maani Phir Usne Pucha,
'Hafte Ka Kya Program Hai? Milke Bitayege, Kab Ek
Sham?' To Maine Kaha 'Mm, Karti Hoon Main
To Pyar Sirf Sunday Ko Are, Karti Hoon Main
To Pyar Sirf Sunday Ko Tum Karna Mera Intzaar
Sirf Sunday Ko' Monday Ko Mujhe Bada Kaam
Hai, Ik Pal Bhi Na Aaram Hai Mangal, Budh
Ko Main Kya Kahoon, Mushkil Badi Gulfaam Hai
Jummerat Jumma Phir Bazar Jaun Shanivar Ko Ghar Main
Der Se Aaun Der Se Aaun, Baba, Der Se
Aaun, Kyunki Karti Hoon Main Ikarar Sirf Sunday
Ko Tum Karna Mera Intzaar Sirf Sunday Ko
Aise Yahaan Roz Milne Mein To Mujhko Maza Nahi
Aaye Ho Jaye Na Badnami Kahin, Mera To Jee
Ghabaraye Aise Yahaan Roz Milne Mein To Mujhko Maza
Nahi Aaye Ho Jaye Na Badnami Kahin, Mera To
Jee Ghabaraye Maana Ke Tu Bekhyal Hai, Tera
Diwano Sa Haal Hai Tere Mere Yaar Darmiyan, Rehne
De Kuch Dil Ki Duriyan Ye Bebasi Meri Jaan
Le, Kyunki Karti Hoon Main Deedaar Sirf Sunday
Ko Tum Karna Mera Intzaar Sirf Sunday Ko
Logon Ki Aankhon Se 16 Baras Maine Sambhali Jawani
Kar Dungi Uske Havaale Jo Hoga Mera Diljani Logon
Ki Aankhon Se 16 Baras Maine Sambhali Jawani Kar
Dungi Uske Havaale Jo Hoga Mera Diljani Layega
Doli, Baraat Wo, Le Jayega Mujhko Saath Wo Maanugi
Na Teri Baat Main, Hatho Mein Na Dungi Haath
Main Ja, Re, Ja, Kaha Mera Maan Le, Kyunki
Karti Hoon Aankhein Chaar, Ho, Sirf Sunday Ko
Tum Karna Mera Intzaar Sirf Sunday Ko Monday
Ko Mujhe Bada Kaam Hai, Ik Pal Bhi Na
Aaram Hai Mangal, Budh Ko Main Kya Kahoon, Mushkil
Badi Gulfaam Hai Jummerat Jumma Phir Bazar Jaun
Shanivar Ko Ghar Main Der Se Aaun Der Se
Aaun, Baba, Der Se Aaun, Kyunki Karti Hoon
Main Ikarar Sirf Sunday Ko Tum Karna Mera Intzaar
Sirf Sunday Ko