DJJohal.Com

Sunayanasunayana Aa In Nazaron Ko Tum by K.J. Yesudas
download K.J. Yesudas  Sunayanasunayana Aa In Nazaron Ko Tum mp3 Single Tracks song

Album: Sunayanasunayana Aa In Nazaron Ko Tum

Singer: K.J. Yesudas

Music: Ravindra Jain

Lyrics: Ravindra Jain

Label: Saregama

Released: 1978-12-31

Duration: 05:57

Downloads: 432530

Get This Song Get This Song
song Download in 320 kbps
Share On

Sunayanasunayana Aa In Nazaron Ko Tum Song Lyrics

Sunaina Sunaina Sunaina Sunaina Aaj In Nazaaron Ko
Tum Dekho Ho-ho Aaj In Nazaaron Ko Tum Dekho
Aur Main Tumhein Dekhte Hue Dekhoon Main Bas Tumhein
Dekhte Hue Dekhoon Aaj In Nazaaron Ko Tum
Dekho O-o Aaj In Nazaaron Ko Tum Dekho Aur
Main Tumhein Dekhte Hue Dekhoon Main Bas Tumhein Dekhte
Hue Dekhoon Pyaaree Hain Phulon Kee Pankhuriyaan Par
Teri Palkon Se Pyaaree Kahaan Phulon Kee Khushboo Se
Kee Dosti Thi In Kee Rangon Se Yaaree Kahaan
Sunaina Sunaina Aaj Khile Phulon Ko Tum Dekho
Ho-o Aaj Khile Phulon Ko Tum Dekho Aur Main
Tumhein Dekhte Hue Dekhoon Main Bas Tumhein Dekhte Hue
Dekhoon Unche Mahal Ke Jharoke Se Tum Ambar
Kee Shobhaa Niharon Zaraa Rangon Se Rangon Kaa Ye
Mail Jo Aankhon Se Man Mein Utaaron Zaraa
Sunaina Sunaina Door Aasmaanon Ko Tum Dekho Ho-o Door
Aasmaanon Ko Tum Dekho Aur Main Tumhein Dekhte Hue
Dekhoon Main Bas Tumhein Dekhte Hue Dekhoon Lo
Din Dhalaa Raat Hone Lagee Thaaron Kee Duniyaa Mein
Kho Jaao Tum Main Jaag Kar Tumko Dekha Karuun
So Jaao Tum Thoda So Jaao Tum Sunaina
Sunaina Aaj Mere Sapanon Ko Tum Dekho Ho-o Aaj
Mithe Sapanon Ko Tum Dekho Aur Main Tumhein Dekhte
Hue Dekhoon Main Bas Tumhein Dekhte Hue Dekhoon Aur
Main Tumhein Dekhte Hue Dekhoon Main Bas Tumhein Dekhte
Hue Dekhoon

Related Songs

» O Mere Dil Ke Chain » Zeehale Muskin (Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar) » Lag Ja Gale Se Phir (Lata Mangeshkar) » Gori Tera Gaon Bada Pyara (K.J. Yesudas) » Kaun Disha Mein Leke Chala (Jaspal Singh, Hemlata) » I Am A Disco Dancer (Vijay Benedict) » Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo (Mahendra Kapoor) » Tumse Milkar Na Jane (Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar) » Neele Neele Ambar Par (Kalyanji - Anandji, Kishore Kumar) » Tere Liye (Lata Mangeshkar, Roopkumar Rathod)