Album: Tere Mere Beech Men
Singer: Lata Mangeshkar, S.P. Balasubrahmanyam
Music: Laxmikant - Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Label: Saregama
Released: 1981-06-05
Duration: 05:37
Downloads: 3551008
Tere-mere Beech Mein Tere-mere Beech Mein Kaisa Hai Yeh
Bandhan Anjaana? Kaisa Hai Yeh Bandhan Anjaana? Kaisa Hai
Yeh Bandhan Anjaana? Maine Nahi Jaana, Tune Nahi
Jaana Maine Nahi Jaana, Tune Nahi Jaana Tere-mere Beech
Mein Kaisa Hai Yeh Bandhan Anjaana? Ek Dor
Kheenche, Dooja Dauda Chala Aaye Ek Dor Kheenche, Dooja
Dauda Chala Aaye Kachche Dhaage Mein Bandha Chala Aaye
Aise Jaise Koi, Ho-ho Aise Jaise Koi Deewaana
Aise Jaise Koi Deewaana Maine Nahi Jaana, Tune
Nahi Jaana Tere-mere Beech Mein Kaisa Hai Yeh Bandhan
Anjaana? Oh-ho, Apudiyaa? Ah-haha-haha, Jaise Sab Samajh Gaya
Pehnoongi Main Tere Haathon Se Kangna Pehnoongi Main
Tere Haathon Se Kangna Jaayegi Meri Doli Tere Hi
Angna Chahe Kuch Kar Le, Ho-ho Chahe Kuch
Kar Le Zamaana Chahe Kuch Kar Le Zamaana
Maine Nahi Jaana, Tune Nahi Jaana Tere-mere Beech Mein
Kaisa Hai Yeh Bandhan Anjaana? Ey, Nee Romba
Azhagaa Irukke Rumba? Yeh Rumba, Rumba Kya Hai?
Kitni Zubaanein Bole Log, Humjoli Kitni Zubaanein Bole Log,
Humjoli Duniya Mein Pyaar Ki Ek Hai Boli
Bole Jo Shama, Ho-ho Bole Jo Shama-parwaana Bole Jo
Shama-parwaana Maine Nahi Jaana, Tune Nahi Jaana Paravaaillaiyae!
Nee Nallaa Paadura Kya? (Umm, Tum, Umm, Umm-hmm)
Tere-mere Beech Mein Tere-mere Beech Mein Kaisa Hai Yeh
Bandhan Anjaana? Kaisa Hai Yeh Bandhan Anjaana? Kaisa Hai
Yeh Bandhan Anjaana?