Meri Kismat Ke Har Ek Panne Pe Mere Jeete Ji Baad Marne Ke Mere Har Ek Kal Har Ek Lamhe Mein Tu Likh De Mera Usse Har Kahaani Mein Saare Kisson Me Dil Ki Duniya Ke Sachche Rishton Mein Zindagani Ke Saare Hisson Mein Tu Likh De Mera Usse Aye Khuda, Aye Khuda, Jab Bana Uska Hi Bana Aye Khuda, Aye Khuda, Jab Bana Uska Hi Bana Uska Hoon Us Mein Hoon Us Se Hoon Usi Ka Rehne De Main Toh Pyaasa Hoon Hai Dariya Woh Zariya Woh Jeene Ka Mere Mujhe Ghar De Gali De Sheher De Usi Ke Naam Ke Kadam Ye Chale Ya Ruke Ab Usi Ke Vaaste Dil Mujhe De Agar, Dard De Uska Par Uski Ho Woh Hansi Goonje Jo Mera Ghar Aye Khuda Aye Khuda Jab Bana Uska Hi Bana Aye Khuda Aye Khuda Jab Bana Uska Hi Bana Mere Hisse Ki Khushi Ko Hansi Ko Tu Chahe Aadha Kar Chahe Le Le Tu Meri Zindagi Par Ye Mujh Se Vaada Kar Uske Ashqon Pe Ghamon Pe Dukhon Pe Har Uske Zakhm Par Haq Mera Hi Rahe Har Jagah Har Ghadi Haan Umr Bhar Ab Faqat Ho Yahi Woh Rahe Mujh Me Hi Woh Juda Kehne Ko Bichhde Na Par Kabhi Aye Khuda Aye Khuda Jab Bana Uska Hi Bana Aye Khuda Aye Khuda Jab Bana Uska Hi Bana Meri Kismat Ke Har Ek Panne Pe Mere Jeete Jee Baad Marne Ke Mere Har Ek Kal, Har Ek Lamhe Me Tu Likh De Mera Usse Ae Khuda Ae Khuda Aye Khuda Aye Khuda