Meri Dushman Hai Ye, Meri Uljhan Hai Ye Badaa Tadpaati Hai, Dil Tarsaati Hai Ye Khidki, Khidki, Ye Khidki Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Meri Dushman Hai Ye, Meri Uljhan Hai Ye Badaa Tadpaati Hai, Dil Tarsaati Hai Ye Khidki, Khidki, Ye Khidki Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Lagtaa Hai Mela Naa Jaane Kahaan Ashiq Jamaa Hote Hain Yahaan Are, Sabko Pata Hai Ye Daastaan Is Ghar Mein Hai Ek Ladkee Javaan 'ankhen Jhuka Ke Guzaron Is Gali Se' Aanae-jaane Waalon Se Kehtee Hai Ye Khidki... Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Gam Kee Ghata Hai Ye Chat Jaaegee Aahon Se Diwaar Fat Jaaegee Jab Saamane Se Ye Hat Jaaegee Ghunghat Mein Gori Simat Jaaegee Ik Roj Khul Jaaegee Tut Ke Ye Kitni Nazaron Ke Tir Sahati Hai Ye Khidki... Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Aaye Kabhi Chaubaare Mein Vo Kuch Soche Mere Baare Mein Vo Are, Baathen Kare Do Ishaare Mein Vo Chup Se Khadee Hai Us Kinaare Mein Vo Us Paar Vo Hai Aur Is Paar Main Hoon Nadiyaan Beech Mein Bahtee Hain Ye Khidki... Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Meri Dushman Hai Ye, Meri Uljhan Hai Ye Badaa Tadpaati Hai, Dil Tarsaati Hai Ye Khidki, Khidki, Ye Khidki Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai Ye Khidki Jo Band Rahtee Hai