Zaraa-zaraa Bahakta Hai, Mahaktaa Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyaasi Hoon, Muje Bhar Le Apanee Banhon Mein Zaraa-zaraa Bahakta Hai, Mahaktaa Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyaasi Hoon, Muje Bhar Le Apanee Banhon Mein Hai Meri Qasam Tujko, Sanam, Door Kaheen Naa Jaa Ye Doori Kehtee Hai, 'paas Mere Aaja Re' Yoon Hee Baras-baras Kaali Ghata Barase Hum Yaar Bhig Jaaen, Is Chaahat Kee Baarish Mein Meri Khulee-khulee Laton Ko Sulajhaaye Too Apanee Ungliyon Se, Main To Hoon Isi Khwaahish Mein Sardi Kee Raaton Mein Hum Soe Rahen Ik Chadar Mein Hum-donon Thanha Ho, Naa Koyi Bhee Rahe Is Ghar Mein Zaraa-zaraa Bahakta Hai, Mahaktaa Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyaasi Hoon, Muje Bhar Le Apanee Banhon Mein Aaja Re, Aa Re Tadpaae Muje Teri Sabhee Baathen Ek Baar, Ai, Deewaane, Jhootha Hee Sahee, Pyaar To Kar Main Bhuuli Nahin Haseen Mulaaqaatein Baichaiyn Karke Mujko, Mujse Yoon Naa Fer Nazar Ruthega Naa Mujse, Mere Saathiya, Ye Vaadaa Kar Tere Binaa Mushkil Hai Jeenaa Mera, Mere Dilbar Zaraa-zaraa Bahakta Hai, Mahaktaa Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyaasi Hoon, Muje Bhar Le Apanee Banhon Mein Hai Meri Qasam Tujko, Sanam, Door Kaheen Naa Jaa Ye Doori Kehtee Hai, 'paas Mere Aaja Re' Aajaa Re Aajaa Re Aaja Re