Album: Zindagi Ke Safar Mein
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D. Burman
Lyrics: Anand Bakshi
Label: Saregama
Released: 1974-05-03
Duration: 06:37
Downloads: 11351456
Wo Phir Nahin Aate, Wo Phir Nahin Aate
Wo Phir Nahin Aate, Wo Phir Nahin Aate
Phool Khilte Hai, Log Milte Hai Phool Khilte Hai,
Log Milte Hai Magar Patjhad Main Jo Phool Murjhaa
Jate Hai Wo Bahaaron Ke Aane Se Khilte Nahin
Wo Hajaaron Ke Aane Se Milte Nahin
Umr Bhar Chaahe Koi Pukaara Kare Unka Naam Wo
Phir Nahin Aate, Wo Phir Nahin Aate Aankh
Dhokhaa He, Kya Bharosa He Aankh Dhokhaa He, Kya
Bharosa He Suno Doston Shaq Dosti Kaa Dushman He
Apane Dil Main Ise Ghar Banane Na Do Kal
Tadapana Pade Yaad Main Jinaki Roak Lo Ruuth Kar
Unako Jane Na Do Baad Main Pyaar Ke
Chaahe Bhejo Hajaaron Salaam Wo Phir Nahin Aate, Wo
Phir Nahin Aate Subaho Aati He, Raat Jaati
He Subaho Aati He, Raat Jaati He Yun Hi
Vaqt Chalata Hi Rahata He Rukta Nahin Ek Pal
Main Ye Aage Nikal Jaataa He Aadmi Thik Se
Dekh Paata Nahin Or Parade Pe Manzar Badal Jaataa
He Ek Baar Chale Jate Hai Jo Din-raat,
Subaho-shaam Wo Phir Nahin Aate, Wo Phir Nahin
Aate