Kal Bade Zor Ki Barsaat Hui Kal Bade Zor Ki Barsaat Hui Meri Tumse Pehli-pehli Mulaqat Hui Meri Tumse Pehli-pehli Mulaqat Hui Uh, Barish To Bas Ek Bahaana Tha Tere Jo Nazdeek Aana Tha Aankhon Se Teri Jo Aankhen Mili Meri Saansein Tham Gayi Chup Rahe, Nazron Se Saari Baat Hui Chup Rahe, Nazron Se Saari Baat Hui Meri Tumse Pehli-pehli Mulaqat Hui, Mulaqat Hui Haan, Barsaat Hui, Mulaqat Hui Haan, Saara Shehar So Raha Tha Tum Thi Khoi Masti Mein Jaise Koi Chaand Khoya Ho Taaron Ki Basti Mein Naino Mein Tere Sharaarat Thi Apni Bhi Thodi Sharaafat Thi Lekin Jo Dil Mein Thi Chahat Chhupi Honthon Pe Aa Gayi Is Tarah Phir Pyaar Ki Shuruvaat Hui Is Tarah Phir Pyaar Ki Shuruvaat Hui Meri Tumse Pehli-pehli Mulaqat Hui Meri Tumse Pehli-pehli Mulaqat Hui Haan, Resham Si Tu Aur Yeh Saavan Mahina Dil Mera Jaaye Pighal Ye Kahin Na Boondein Lapete Hue Hai Badan Pe Tu Badalon Se Chura Ke Jaaye Jidhar Tu, Nazar Meri Jaaye Kya Dar Hai, Tu ′gar Jigar Le Bhi Jaaye Deewanepan Ki Hadon Se Guzr Gayi Dil Ki Ye Lagi Beqaraari Mein Hi Aadhi Raat Hui Beqaraari Mein Hi Aadhi Raat Hui Meri Tumse Pehli-pehli Mulaqat Hui, Mulaqat Hui Jo Barsaat Hui, Mulaqat Hui Jo Barsaat Hui, Mulaqat Hui