Album: Aatish
Singer: Aima Baig, Sahir Ali Bagga
Music: Shuja Haider, Aima Baig, Zohaib Kazi, Ali Hamza
Lyrics: Shiraz Uppal
Label: Zohaib Kazi and Ali Hamza
Released: 2021-06-02
Duration: 05:18
Downloads: 12976
Sitam Kiye, Bohat Kiye, Kis-kis Ko Samjhaun? Ye Kaam
Ki Nakamiyan, Aao, Tujhe Batlaun Ishq Hansaye, Ishq Rulaye
Kabhi De Pankhadiyan, Kabhi La Giraye Ye Naam
Ki Badnaamiyan Ye Kaam Ki Naakamiyan, Ho Ye
Nazar Ka Dhokha Ye Dilon Ka Sauda Aatish Mohabbat
Ka Ye Garm Jhonka Tu Jaane Na (Ho)
Tujhe Khabar Nahi, (ho) Ye Aag Aisi Hai (Ho)
Jo Tod Deti Dil, Ye Baat Aisi Hai (na,
Na, Na) Tu Jaagta Rahe, (tu Jaagta Rahe) Ye
Raat Aisi Hai Awargi Ye, Dost, Soghaat Aisi Hai
(whoa, Whoa, Whoa) (Suno, Ek Baat Kahoon?)
Nagar-nagar (mm) Guzar Gaye (mm) Par Na Mila Thikaana
(mm) Hai Shayar′on (mm) Ne Sach Kaha (mm) Ishq
Hai Uljha Afsana Itraate Hain, Murjhaate Hain Gham
Khushiyon Mein Ghul Jaate Hain Faraz Ki Likhaiyan
(Faraz Ki, Faraz Ki, Faraz Ki) Ye Mir Ki
Duhaiyaan, Haan Jaun Ki Udaasi Josh Ka Tarana
Aatish Mohabbat Ka Ye Garm Jhonka Tu Jaane Na
(Ho) Tujhe Khabar Nahi, (ho) Ye Aag Aisi
Hai (Ho) Jo Tod Deti Dil, Ye Baat Aisi
Hai (na, Na, Na) Tu Jaagta Rahe, Ye Raat
Aisi Hai (ho) Awargi Ye, Dost, Soghaat Aisi Hai
(na, Na, Na) Dhola, Teriyan Udeekan Kyun Laayian?
Rogi Keeta Hai Dil Mera, Saiyan Jogi, Kyun Hai
Tu Itna Bechara? Kyun Maangta Hai Kamzor Baahon Ka
Sahara? Mann Bhar Jaave, Yaar Chhod Jaave, Dar
Jaate Ho Tum Galliyan-chobare, Majnu Pukaare, Thak Jaate Ho
Tum Bhari Jawani Mein Aankh Kar Gaya Hai Teri
Nam Bewajah Ke Jholi'on Mein De Gaya Hai Gham
Ye Heer Ki Manmarziyan (Heer Ki, Heer Ki,
Heer Ki) Ye Faiz Ki Hain Arziyaan (Faiz Ki,
Faiz Ki, Faiz Ki, Haan) Ye Nazar Ka
Dhokha Ye Dilon Ka Sauda Aatish Mohabbat Ka Ye
Garm Jhonka Tu Jaane Na (Ho) Tujhe Khabar
Nahi, Ye Aag Aisi Hai Jo Tod Deti Dil,
Ye Baat Aisi Hai Tu Jaagta Rahe, Ye Raat
Aisi Hai Awargi Ye, Dost, Soghaat Aisi Hai
Tujhe Khabar Nahi, (tujhe Khabar Nahi) Ye Aag Aisi
Hai Jo Tod Deti Dil, Ye Baat Aisi Hai
(whoa, Oh, Oh) Tu Jaagta Rahe, Ye Raat Aisi
Hai (tu Jaagta Rahe) Awargi Ye, Dost, Soghaat Aisi
Hai (ho, Ho, Ho)