Bekhayaali Main Bhi Tera Hi Khyal Aae Kyun Bichhadnaa Hai Zaruri Ye Sawaal Aae Teri Nazadikiyon Kii Kushi Behisaab Thi Hisse Main Faasale Bhi Tere Bemisaal Aae Main Jo Tumse Dur Hoon Kyun Dur Main Rahon Tera Gurur Hoon Aa Tu Faaslaa Mitaa Tu Khwab Sa Mila Kyun Khwab Tod Don Bekhayaali Main Bhi Tera Hi Khyal Aae Kyun Judaai De Gaya Tu Ye Sawaal Aae Thodaa Sa Main Khafaa Ho Gaya Apane Aap Se Thodaa Sa Tujhpe Bhi Bevajaah Hi Malaal Aae Hai Ye Tadpan Hai Ye Uljhan Kaise Ji Lun Bina Tere Meri Ab Sab Se Hai Anban Banate Kyun Ye Khuda Mere Ye Jo Log-baag Hai Jangal Kii Aag Hai Kyun Aag Main Jaluun Ye Naakaam Pyaar Main Khush Hai Ye Haar Main In Jaisaa Kyun Banun Raaten Dengi Bataa Needon Main Teri Hi Baat Hai Bhuuluun Kaise Tuje Tu To Khyaalon Main Saath Hai Bekhayaali Main Bhi Tera Hi Khyal Aae Kyun Bichhadnaa Hai Zaruri Ye Sawaal Aae Nazar Ke Aage Har Ek Manzar Ret Kii Tarah Bikhar Rahaa Hai Dard Tumhaara Badan Main Mere Zehar Kii Tarah Utar Rahaa Hai Nazar Ke Aage Har Ek Manzar Ret Kii Tarah Bikhar Rahaa Hai Dard Tumhaara Badan Main Mere Zehar Kii Tarah Utar Rahaa Hai Aa Jamaane Aazamaa Le Ruuthata Nahin Faasalon Se Hausala Ye Tuutata Nahin Naa Hai Wo Bewafaa Or Naa Main Hoon Bewafaa Wo Meri Aadaton Kii Tarah Chhutata Nahin