Tum Mere Ho, Iss Pal Mere Ho Kal Shayad Yeh Aalam Na Rahe Kuch Aisa Ho, Tum Tum Na Raho Kuch Aisa Ho, Hum Hum Na Rahein Yeh Raaste Alag Ho Jaayein Chalte-chalte Hum Kho Jaayein Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Iss Chaahat Mein Mar Jaaunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Meri Jaan, Main Har Khamoshi Mein Tere Pyaar Ke Nagme Gaaunga, Mm-mm Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Iss Chaahat Mein Mar Jaaunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Aise Zaroori Ho Mujhko Tum Jaise Hawaayein Saanson Ko Aise Talashoon Main Tumko Jaise Ke Pair Zameenon Ko Hansna Ya Rona Ho Mujhe Pagal Sa Dhoondhoon Main Tumhein Kal Mujhse Mohabbat Ho Na Ho Kal Mujhko Ijaazat Ho Na Ho Toote Dil Ke Tukde Lekar Tere Dar Pe Hi Reh Jaaunga, Mm-mm Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Iss Chaahat Mein Mar Jaaunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Tum Yoon Mile Ho Jab Se Mujhe Aur Sunehri Main Lagti Hoon Sirf Labon Se Nahin Ab Toh Poore Badan Se Hansti Hoon Mere Din-raat Salone Se Sab Hain Tere Hi Hone Se Yeh Saath Hamesha Hoga Nahin Tum Aur Kahin, Main Aur Kahin Lekin Jab Yaad Karoge Tum Main Banke Hawa Aa Jaaunga, Oh-oh, Oh-oh Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Iss Chaahat Mein Mar Jaaunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga Main Phir Bhi Tumko Chaahunga