Album: Chakravyuh Ka Chakra Ghira Hai
Music: Mohammed Rafi, Chitragupta
Lyrics: Bharat Vyas
Label: Saregama
Released: 1965-01-01
Duration: 03:32
Downloads: 37357
Chakravyuuh Ka Chakra Ghira Hai, Kaurav Dal Kee Chaal
Hai Aaj Kaal Kee Chaati Par, Abhimanyu Jesaa Baal
Hai Saamane Is Vyuh Mein, Pehle Jaydrath Aa
Gae Vir Abhimanyu Ke Haathon, Ye Bhee Munh Kee
Kha Gae Pehle Sochaa Maar Daalun, Kya Yahi
Satkarm Hai Phir Kahaa Naa, Maarna Moorchhit Ko Ghor
Adharm Hai Chal Kapat Kee Ye Ladaae Dekh
Kar Hotee Vyathaa Saat Yoddhaon Se Ladaten, Ek Balak
Kee Katha Ye Mahabharat Kee Katha Ye Mahabharat
Kee Katha Saamane Dekha Khadey, Ye Karn Sar
Unchaa Liye Baan Abhimanyu Ka Chhootaa, Dhanush Ke Tukade
Kiye Hilaa Duhshasan Ka Asana, Vo Bhee Bhaaga
Kaanp Ke Kaun Aage Aayega, Jwalamukhi Is Aag Ke
Ab Lo Dekho Ab Lo Dekho, Bhaanjon Ke
Pyaare Mamaa Aa Gae Aaj Ye Paase Naa Palate,
Ulte Jhansa Kha Gae Jwaal Bhadki, Aaj Duryodhana
Kee Bhee Naa Kair Hai Aaj Vish Ugalega Ye,
Sadiyon Puraanaa Bair Hai Saba Ne Sochaa Is
Tarah Balak Ye Baaj Naa Aayega Kootneeti Se Ise,
Maaro Tabhee Mar Jaaegaa Ek Tharaf Saaton Maharathi,
Ek Tharaf Balak Akela Phir Bhee Jab Tak Praan
Tan Mein, Kshatriyon Ka Khel Khelaa Vaah-vaah Pyaare
Bhattije, Tujhse Ujjwal Vansh Hai Aa Gale Mil Le
Ghadi Bhar, Too Hamaaraa Ansh Hai Is Tarah
Ik Chaal Kapati, Chali Duryodhana Chalaa Gale Milne Ke
Bahaane, Nij Bhattije Ko Chalaa Peeth Par Abhimanyu Ke
Ik Baan Dhoke Ka Chalaa