DJJohal.Com

Chal Mere Saath Hi Chal by Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain
download Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain  Chal Mere Saath Hi Chal mp3 Single Tracks song

Album: Chal Mere Saath Hi Chal

Singer: Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain

Music: Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain

Label: Universal Music India .

Released: 1981-01-01

Duration: 07:34

Downloads: 81971

Get This Song Get This Song
song Download in 320 kbps
Share On

Chal Mere Saath Hi Chal Song Lyrics

Chal Mere Saath Hi Chal Ai Meri Jaan-e-ghazal In
Samajon Ke Banaye Huye Bandhan Se Nikal, Chal Ham
Vahaan Jaayen Jahaan Pyaar Pe Pehre Na Lagen Dil
Ki Daulat Pe Jahaan Koi Lutere Na Lagein Kab
Hai Badla Ye Zamana, Tu Zamane Ko Badal, Chal
Pyar Sachcha Ho To Rahein Bhi Nikal Aati Hain
Bijliyan Arsh Se Khud Raasta Dikhlati Hain Tu Bhi
Bijli Ki Tarah Gham Ke Andheron Se Nikal, Chal
Apne Milne Pe Jahaan Koi Bhi Ungli Na Uthe
Apni Chahat Pe Jahaan Koi Dushman Na Hanse Chhed
De Pyar Se Tu Saaz-e-mohabbat-e-ghazal, Chal Pichhe Mat Dekh
Na Shamil Ho Gunahgaron Mein Samne Dekh Ki Manzil
Hai Teri Taaron Mein Baat Banti Hai Agar Dil
Mein Irade Hon Atal, Chal

Related Songs

» Main Hawa Hoon Kahan Watan Mera (Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain) » Musafir Hein Hum (Ustad Ahmed Hussain, Ustad Mohammed Hussain) » Rafta Rafta Woh Meri Hasti Ka Saman Ho Gaye » Chandi Jaisa Rang (Pankaj Udhas) » Hothon Se Chhu Lo Tum (Jagjit Singh) » Chupke Chupke Raat Din (Ghulam Ali) » Hoshwalon Ko Khabar Kya » Chamakte Chaand Ko (Ghulam Ali) » Is Tarah Mohabbat Ki Shuruaat Kijiye (Chandan Dass) » O Mere Dil Ke Chain