Muje Yaad Aatee Hai Apanae Desh Kee Mittee Kee Khushboo Muje Yaad Aatee Hai Apanae Desh Kee Mittee Kee Khushboo Muje Yaad Aatee Hai Kabhi Bahalaati Hai, Kabhi Tadpaati Hai Apanae Desh Kee Mittee Kee Khushboo Muje Yaad Aatee Hai Beete Pal Chune Lage Hain Dil Ko Aise Dost Rakhe Haath Kandhe Pe Jaise Kaisee Ye Kirane See Chhan Rahee Hain Kaisee Tasviren See Ban Rahee Hain Kithne Mausam Yaadon Mein Hain Aate-jaate Baarish Aayi, Khul Gae Hain Kaale Chaate Din Hain Alsaae Hue Jo Aayi Garmee Sardiyon Kee Dhup Mein Hai Kaisee Narmi Pal-pal Ek Samaya Ki Nadiyaan Hai Jo Bahtee Jaatee Hai Apanae Desh Kee Mittee Kee Khushboo Muje Yaad Aatee Hai Pighale Tanhaayiyon Ke Hain Jo Andhere Jagamagane Se Lage Hain Kithne Chehare Ek Lori Hai, Ek Laal Bindiya Laut Aayi Hai Mere Bachapan Kee Nindiya O, Koyi Ek Taareephen Pe Kab Se Ga Raha Hai Koyi Aanchal Jaane Kyun Laharaa Raha Hai Har Ghadi Naee Baath Ek Yaad Aa Rahee Hai Dil Mein Pagadendi See Jaise Ban Gayi Hai Ye Pagadendi Mere Dil Se Mere Desh Jaatee Hai Apanae Desh Kee Mittee Kee Khushboo Muje Yaad Aatee Hai Apanae Desh Kee Mittee Kee Khushboo Muje Yaad Aatee Hai Muje Yaad Aatee Hai