Pighalaa De Zanjiren Bana Unki Shamshiren Kar Har Maidan Fateh, O Bandeya... Kar Har Maidan Fateh Ghaayal Parinda Hai Too, Dikhalaa De Zindaa Hai Too Baaqi Hai Tujme Hausla Tere Junun Ke Aage Ambar Panaahen Maange Kar Daale Too Jo Faisalaa Ruthi Taqadiren To Kya? Tuuti Shamshiren To Kya Tuuti Shamshiron Se Hee, Ho-ho Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Re Bandeya, Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Re Bandeya, Har Maidan Fateh In Gardishon Ke Baadlon Pe Chadh Ke Vaqt Ka Girebaan Pakad Ke Poochna Hai Jeet Ka Pata, Jeet Ka Pata In Muththiyon Main Chaand Taare Bhar Ke Aasamaan Kee Had Se Guzar Ke Ho Jaa Too Bheed Se Juda Bheed Se Juda, Bheed Se Juda Kehne Ko Zarraa Hai Too Lohe Ka Chharra Hai Too Tuuti Shamshiron Se Hee, Ho-ho Kar Har Maidan Fateh (kar Har Maidan Fateh) Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Re Bandeya, Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh O, Bandeya, Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Re Bandeya, Har Maidan Fateh Teri Koshishen Hee Kaamyaab Hongee Jab Teri Ye Zid Aag Hogee Phunk Dengee Naa-ummdiyaan, Naa-ummdiyaan Tere Peeche Peeche Raste Ye Chal Ke Paanv Ke Nishaanon Mein Dhal Ke Dhoondh Lenge Apana Ashiyaan Apana Ashiyaan, Apana Ashiyaan. Lamhon Se Aankh Milaa Ke Rakh De Jee Jaan Ladaa Ke Tuuti Shamshiron Se Hee, Ho-ho Kar Har Maidan, Har Maidan Har Maidan, Har Maidan Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh O, Bandeya, Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh O, Bandeya, Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Re Bandeya, Har Maidan Fateh Kar Har Maidan Fateh Re Bandeya, Har Maidan Fateh